Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

mere wajood

Mere Wajood Ki Mujh Mein Talash Chhod Gaya, Jo Puri Na Ho Kabhi Aisi Aas Chhod Gaya, Wo Chahaton Ki Talab Mann Ki Pyaas Chhod Gaya, Mujhe Bana Ke Wo Ek Zinda Laash Chhod Gaya, Yehi Karam Nawazi Uski Mujh Pe Kaam Hai Kiya, Ke Khud To Door Hai Yaadein To Paas Chhod Gaya, Jo Khwahishein Thi Kabhi Hasraton Mein Dhal Gayi Ab, Mere Labon Mein Wo Ek Lafz "KAASH" Chhod Gaya, Ye Mera Zarf Hai Ek Roz Usne Mujhse Kaha, Ke Aam Logon Mein Ek Tujhko Khaas Chhod Gaya, Baharon Se Mujhe Isi Liye To Nafrat Hai, Inhi Raaton Mein Mujhe Wo Udaas Chhod Gaya,

557 chars (4 sms)
(Not Rated Yet)
 

Hottest SMS Messages this week

Santa: My 8yr

Sorry ye msg tumey send

How True My Feelings Were

Luvles lyf iz like a

Student Problem

Ye dosti chirag hai isey

Just Don''t Give Up

Sigret Peo Gold Leaf K¡,

Or kuch b nahi chata apni is..

Hi The Cute

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook