Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Kash main keh sakoon kabhi tm se

Kash main keh sakoon kabhi tm se Dil ki har bat ankahi tm se.......... ... Kash main keh sakoon kabhi ye bhi bari mushkil hai dil lagi tm se Kash ke main keh sakoon ke tm kya ho Hai mere dil main chandni tm se Kash main keh sakoon kabhi ke mujhe Baat karni hai zaroori tm se Kash ke ye bhi kabhi pooch sakoon kaise hoti hai berukhi tm se Kash wo waqt bhi ajaye ke ho meri duniya main roshni tm se Kash ye raz keh sakoon main kabhi Hai ahseen meri shairi tm se Kash lafzon main kabhi keh paoon Mil ke hoti hai jo khushi tm se Kash ye umr yoon guzar jaye meri yadain rahain saji tm se.

583 chars (4 sms)
(Not Rated Yet)
 

Hottest SMS Messages this week

Don''t ask for my

i have liked many

if someone throw

The day will come

People die younger

Winter is going 2 start...

Identification of Student

Love Is A Constant

jaatey jaatey wo

Love is like sunshine

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook