Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Dil ki Baat Labon Par

Dil ki Baat Labon Par La Kar Ab Tak Hum Dukh Sehtey Hain, Humne Suna Tha Iss Basti Mein Dilwaley Bhi Rehtey Hain, Beet Gaya Sawan Ka Mahina Mausam Ne Nazrein Badli hain, Lekin Inn Pyaasi Aankhon Mein Ab Tak Aansu Behtey Hain, Ek Hamein Awara Kehna Koi Bada Ilzaam Nahi, Duniya Waley Dil Walon Ko Aur Bahut Kuch Kehtey Hain, Jis Ki Khatir Sheher Bhi Chhoda Jiske Liyey Badnaam Huey, Aaj Wohi Humse Begane Begane Se Rehtey Hain, Wo Jo Abhi Rehguzar Se Chaak-E-Garebaan Guzra Tha, Uss Awaara Deewane Ko Jalib Jalib Kehte Hai...

528 chars (4 sms)
(Not Rated Yet)
 

Hottest SMS Messages this week

Zamana Sumj Saka

Life Never Leave

Ishq ke Intaha

Umeedo''n kI Shama Dil Me Ma..

i think ther is a lot i

Wish 4 U

Koi ehsaas bhi usko yaad

A sardar goes

ab to dukan par bhi ye boar..

Time is too slow for

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook