Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Wo rula ker hans na

Wo rula ker hans na paya dair tak
jab mai roo ker muskuraya na dair tak

bhoolna chaha agar uss ko kabhi
Aur bhi wo yaad aya dair tak

bhookhey bachon ki tassali key lye
maa ney phir pani pakaya dair tak

jab mai roo ker muskuraya na dair tak

gungunata ja raha tha ik faqeer
dhoop rehti hai na saaya dair tak

Wo rula ker hans na paya dair tak
jab mai roo ker muskuraya na dair tak

398 chars (3 sms)
(Not Rated Yet)
 

Hottest SMS Messages this week

A student grabbed a coin,

Wish u Happy Diwali

Mere Be-rabt Khayalat Main

Zara bhi un k chehray say

Mujhe Allah pe to

Maa Ki Jali Hui Ungliyan

Arz kia hai Ishq karne

Chala Ja Msg Tu Ban K Gulab,

Agar Aisa # Kisi

MuJhe LaGta Hai AiSa

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook