Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 'door'

Her jaanib samundar

Her jaanib samundar hai
Kinaara kiyun nahi milta..
Mere Maula bataa
Mujhko sahaara kiyun
nahi milta..
Mujhe is shehar mein din bhar
Hazaaron log milte hein..
Jissay mein doondnay nikla
hoon woh pyaara kiyun
Nahi milta..
Jissay Chaha, Jissay Pooja,
Jissay Socha, Jissay Likha,..
Mere Maula mera us se
Sitaara kiyun nahi milta..
Bohat hi door hai manzil Bhatakna
hai kab Talak,
Yah Rab..
Kissi ki Ankhon ka mujhko
Ishara Kiyun Nahi Milta...

457 chars (3 sms)


Tumse door rehkar

Tumse door rehkar tumhe MISS kiya hamne...Tumhare liye God se WISH kiya humne...Tumhari YAAD jab ayi to bade pyar ke sath SMS kiya hamne....

140 chars (1 sms)


Tod de har ik umeed

Tod de har ik umeed ki doori.
UmeeDon Mai kia rAkha hay.
ishQ Mohabat batain hain.
in bataon main kia rAkha hay.
kismat main jo likha hAy wo Akhir ho kr rAhay ga.
chAnd lakarain ulgi si hAin warnA hathoN main kya rAkha hAY.

229 chars (2 sms)


Kabhi hum pe wo jan diya

Kabhi hum pe wo jan diya karty thay*



Jo hum kehty thy wo maan liya karty thay*



Aj pas se anjan bun kar guzar gaey*



Jo door se hi pehchan lya karty thay...->?

182 chars (2 sms)


Wo Samne Aye To Nazron

Wo Samne Aye To Nazron Ko Jhukaa Loon Ga
Dekhoon Ga Nahi Phir Bhi Tasweer Bana Loon Ga

Aana Ho To Aa Jao Ruswayee Nahi Hogi
Dekhega Nahi Koi Palkon Mai Chupa Loon Ga

Jo Hum Per Guzarni Hai Ek Bar Guzar Jaye
Her Gham Ki Tarha Tujh Ko Seene Se Laga Loon Ga

Weeran Agar Dil Ho Aankhon Mai Andhera Ho
Yaadon Ke Diye Apni Palkon Mai Saja Loon Ga

Manzoor Agar Hogi Ruswayi Teri Mujh Ko
Mai Beth Ke Sahil Se Toofaan Utha Loon Ga

Naraz Agar Wo Hain Mere Nasheman Se
Mai Apne Nasheman Ke Tinkon Ko Hata Loon Ga

Kyun Mujh Se Khafa Ho Ker Wo Door Gaye
Baanhon Mai Wo Aa Jayaen Mai Un Ko Mana Loon Ga

613 chars (4 sms)


us nay door rahnay ka

us nay door rahnay ka
mashwara bhi likkha hai
sath he muhabbat ka
wasta bhi likkha hai
us nay yah bhi likkha hai
meray ghar nahin aana
saaf saaf lafzon mein
raasta bhi likkha hai
kuch huroof likkhay hain
zabt ki naseehat mein
kuch huroof mein us nay
hosla bhi likkha hai
shukriya bhi likkha hai
dil say yaad karnay ka
dil say dil ka hai kitna
faasla bhi likkha hai

379 chars (3 sms)


Ab kisi se koi gila hi nahi

Ab kisi se koi gila hi nahi
Jis ko Chaha tha woh mila hi nahi
Yeh to sab khel hai Naseebo ka
Apni Qismat main woh likha hi nahi
Woh jo ek shaks hum ko Pyaara tha
Aisa bichrra ke phir mila hi nahi
Jaa chuka hai woh door yun hum se
Ab milne ka koi aasra hi nahi

267 chars (2 sms)


Agar hum door ho jayen

Agar hum door ho jayen,
Kahin dunya me kho jayen,
Batao kya karo gy tum?
Hamain dhoondo gy,
Ya phir bhool jao gy?
Hamain awaz do gy,
Ya...
Kisi guzri kahani me,
Hamara naam likh do gy,
Chalo esa hi karna tum,
Badal jana,
Hamain tum bhool hi jana,
Mgar itni guzarish hai,
Hamara zikr jab aye,
Zara sa yad kar lena,
Num aankho se,
Do aansoo hamaray naam k,
Mehfil me rakh dena...
Agar puchay tumhain koi hamara,
To kehna...
IK dost tha maara gya sawan ki jal thal me..

486 chars (4 sms)


Dooriyan buhat hain

Dooriyan buhat hain par itna samajh lo

Pass reh kar bhe koi rishta khaas nahin hota

Tum dil ke pass itnay ho ke

Doorion ka ahsaas nahin hota

149 chars (1 sms)


milna tha ittefaq to

milna tha ittefaq to bicherna naseeb tha

woh itna hi door hai jitna kareeb tha

mai us shaks ko dekhne ko tarasti hi reh gayee

jis shakhs ki hatheli pe likha " mera naseeb " tha

186 chars (2 sms)


AANKHON SAY DOOR DIL

AANKHON SAY DOOR DIL K QAREEB THA ...
MAIN US KA WO MERAA HABIB THA ...
WO JO CHALAA MUJH KO THUKRA KER
WO MERA MUQADER MERA NASEEB THA ...
NA KABHI MILA NA KABHI JUDA HOWAA ...
HUM DONO KA RISHTA AJEEB THA ...
KABHI KABHI YOOHI SOCHTA HOUN MAIN ...
KASOOR US KA NAHIN ...MAIN HEE BADNASEEB THA.

303 chars (2 sms)


Jo rishta kayam hai

Jo rishta kayam hai wo hum nibhege,

Nigaho se door rah kar bhi aapko chahege.

Pata nahi aap kiske sath ghar basayege,

Par hum aapka naam lete lete mar jayenge.

170 chars (2 sms)


Yoon bhi ham door rehtay

Yoon bhi ham door rehtay thay..
Yoon bhi dilon mein ik kadoorat thi..

Tum nay rasman bhula diya warna..
Is takkaluf ki kya zarurat thi...

142 chars (1 sms)


YE MUMKIN HAI HAMAREY

YE MUMKIN HAI HAMAREY DERMIYAN KOI
GHALAT FEHMI BHI NAHEE REHTI
JO APNY DIL MEIN CHOOTI SI KHALISH HAI
KHATAM HO JATI
BATA DETI KY MUJH KO AAJ BHI
USS KI ZARORAT HAI
JO IS JEEWAN KA HASIL HAI
TOH BAS USKI MUHABBAT HAI
BATA DETI KY LOGO KI
SAB HE BAATAIN FASANEY HAIN
SAB HE QISSEY PURANY HAIN
MAIN KEH DETI ZARA SI BAAT PER
YUN ROOTHNA ACHA NAHEE HOTA
MUHABBAT KERNY WALON MEIN
GHALAT FEHMI TOH HOTI HAI
MAGAR JHAGRA NAHEE HOTA
MAIN HER AIK BAAT KEH DETI
KHALISH BHI DOOR HO JATI
MAIN USKA HATH PAKREY YUN HE
USKI HUM QADAM REHTI
WOH AAGEY HATH TOH KERTA
WOH MUJH SY BAAT TOH KERTA

603 chars (4 sms)


Teri Doori Ka Ehsaas

Teri Doori Ka Ehsaas Jab Satane Laga
Tere Sath Guzra Har Lamha Yaad Aane Laga
Jab Bhi Bhulane Ki Koshish Ki
Tu Dil Ke Aur Karib Aane Laga

141 chars (1 sms)


Aaas aankhain adalt adawat adult Ajnabi Akhtar allama Alone ankhein anniversary ansoo Apology april fool attitude bach believe benazir Bewafa bhutto biwi ne kameez utari broken heart business cast chahat chale cheat Chinees Choose Choot CHUT color Cricket Dadi dard daru defence day dene dieting door doori dost Doste dukhi Duwa ehad EID KA DIN Eid mubarak Eid ul azha enjoy evening Facebook Fahad Faiz Faraz fever fill Fill up flower Friday friend friends friendship funny Funny sms gaand Gandi gareeb Gazal general knowledge ghalib Ghazal girl girls golden golden w golden words good morning gussa Hadis hair hairstyle hand Happy happy birthday haqeqt HATE hazrat mohammad heart Hello! i love u i love you If You Really Love Someone Arrange insaniyat iqbal islam jag raha janaza Jism karna kashti Khat Khata Khoshi KHUSHI King Kiss LABO Laut aao Lazy level list Love Love sms lovely sms lover Manzil Marne wale Married Marrige masjid masoom Mera Yaar miss You Sms mohabbat mohsin mola ali molvi morning mother moti mountain MOUT muhabbat murawat nafrat Nahaya Namaaz NARAZ Naseeb natural nature nawaz sharif new york pagal paisa pareshan Pashto pathan pistol raat ramzan Rape rishty ROMANTIC KISS Salam sali santa sardar Sehri sham sharab shia shoaib sindhi topi aur ajrak sindhu so gay socretes songs sorry Success sunday Talent Tanhai tarkhan teachers tear tera chehra Tere Chehra Thanks to khe train trust umeed urdu Urdu poetry sms uses valentine Veena Wapda Waqar waqt What is love wife winter ya allah YE WATAN Your heart was frozen zardari zindagi
Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook