Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 'khat'

Teri Zarorat kam Nahi hoti

Mohabbat Rooh Me Utra hua Mosam hai Jana' Ta'alluq khatm karnay Se Mohabbat kam Nahi hoti' Jo tery wastay Sajnay Sanwarnay Me guzarti thi Bohat Masrufiyat Per bhi wo fursat kam Nahi hoti' Bohat kuch tujh Se barh kar bhi Mayasar tha Mayasar hai' Na Janay phir bhi kyun Teri Zarorat kam Nahi hoti..!

302 chars (2 sms)


Humari chahat ka imtihaan

Is kadar humari chahat ka imtihaan mat lijiye, Kyu ho khafa ye bayan to kijiye, Kar dijiye maaf agar ho gayi hai koi khata, Yu yaad na kar ke saza to na dijiye.

160 chars (1 sms)


ZINDAGI bewafa kyun hoti hy

ZINDAGI bewafa kyun hoti hy. WAFA karny ki saza kyun hoti hy. Choti c baat pe baha dety hain KHOON. Insan mein itni ANNA kyun hoti hy. Karta hun mein jis se baar baar TAUBA. Elahi mujh se wohi KHATA kyun hoti hy. Banaaty tu hain hum apnay haathon se MASJID. NAMAZ apni he phir QAZA kyun hoti hy?

295 chars (2 sms)


Biwi Ka Jhagra

Bivi Pure 15 Minute Tak Apne Khamosh Shohar Pe Garajne K Bad boli Main Larai Khatam Karna Chah Rahi Hoon Magar Tumhari Is Gongi Badmashi Ki Waja Sy Ghar Jahanum Bana Ja Raha Hai…

178 chars (2 sms)


safar zindagi

safar zindagi ka ab khatam hi samjho . . k tmhary raqiyon se ab judai ki mehak aati he.

88 chars (1 sms)


aakhi hum ne

Q na saza milti hamain muhabbat main kamii aakhir hm ne b to bohat dil toray thy us shakhs ki khatir

103 chars (1 sms)


jaan keh kr pukaara

jaan keh kr pukaara to larz gai mere dil ki zameen ~Faraz~ Peechy mur kr jo dekha to wo mukhatib kisi oar se tha

115 chars (1 sms)


Eid zaroor aata haai

pathaan hum naai pichli 20 saaloon main 1 baat note kitya haai dost:wo kya? . . . pathan:jab bhi ramzan khatam hota haai Eid zaroor aata haai

142 chars (1 sms)


Karta hun mein jis se bar baar TAUBA

Karta hun mein jis se bar baar TAUBA, Elahi mujhse wohi KHATA kion hoti hai, Banatay to hain hum apne haton se MASJID, NAMAZ apni hi phir QAZA kion hoti hai..

161 chars (2 sms)


Apne haatho se

apne haatho se u chehre ko chupate q ho, mujh se sharmate ho tou saamne atay q ho… tum kabhi mere tarha kar bhi lo ikraar-e-wafa, pyar karte ho tou phir pyar chupate q ho… ashq aankho mei mere dekh k rote q ho, dil bhar aata hai to phir dil ko dukhate q ho… in se vaabasta hai jab mera muqadar phir tum, mere shano se ye zulf hatatay q ho… roz mar mar k mujhe jeenay ko kehte q ho, milne aatay ho to phir laut k jatay q ho… apne haatho se u chehre ko chupate q ho, mujh se sharmate ho tou saamne atay q ho…

512 chars (4 sms)


Girl hum paros wali

Girl : Paros wali Aunty mujhe bohat tang karti theen.. Jab b kisi ki Shadi hoti wo mere gaal kheench k kehti "AB TUMHARI BARI HAI" Phir mainay un ki ye aadat khatam karwa di. Friend : Kaise ? Girl:Jab koi Mar jata tou mai un k Gaal kheench k kehti... "AB AAP KI BARI HAI"

278 chars (2 sms)


Khata ka putla hun

khata ka putla hun mafi chahta hun.... Arsh walay sy Bi Aur Farsh walon sy b…

77 chars (1 sms)


friends

Bicharr ke to khat bhi na likhe yaron ne, Kabhi kabhi ki adhoori si baat se bhi gaye.!

86 chars (1 sms)


jan keh kr

jaan keh kr pukaara to larz gai mere dil ki zameen ~Faraz~ Peechy mur kr jo dekha to wo mukhatib kisi oar se tha

114 chars (1 sms)


gham

Ghum Bade Aate Hai Qaatil Ki Nigahon Ki Tarah, Tum Chhipa Lo Mujhe Aye Dost Gunahon Ki Tarah, Apni Nazron Mein Gunehgaar Na Hote, Kyon Kar Dil Hi Dushman Hai Mujrimon Ke Gawahon Ki Tarah, Har Taraf Zeest Ki Raahon Mein Kadi Dhoop Hai Dost, Bas Teri Yaad Ke Saaye Hai Panahon Ki Tarah, Jinki Khatir Kabhi Ilzaam Uthaye, Wo Bhi Pesh Aye Hai Insaaf Ke Shaahon Ki Tarah...

377 chars (3 sms)


acha dost adalt adhi raat afsos allah pak alone altaf April fool Asif attitude baba bachi Badmash beauty believe benazir bewafa bhaga bharosa bike Bister bivi boys brother bura nahi busy ho Chahat chai chale chinees choose Choot CHUT color Dadi daru dasi dene Devil dhoka dil dil pakistan doori Dost dosti dosto Duwa ehad eid ka din eid mubarak Eid ul azha emotional english evening Faiz faraz fight forward friends friendship funn gadha gand Gandi ganja gareeb Ghalib ghazal girl girlfriend Girls good morning good night hair haloo hand hansna happy birthday Happy new year HATE hazrat ali hazrat mohammad hello! husan husband hussain I KISS U I LOVE U I love you i miss u if you really love someone arrange ignore inteha intezar janaza jani jannat jism juda jumma kafan kanjoos kare karna kashti khali hathon ko kabi gor se dekha hai khat KHUSHI khushiya King Kiss Kya. LABO life Love love lost Love sms lover mama manzil marne marriage Married masjid Masoom Maut Meer miss you mohsin Molvi Momin mother mountain Mout muhabbat mulakat mustafa kamal naraz Naseeb nawaz sharif New year sms pappu pareshan Pashto Pathan pepsi peshawar phatan Punjabi pyar quotes ramzan rashid reply result rishty romantic sabar safar sahil sali samandar sardar SAWAL school sehri shadi sharab shayari shoaib shohar socretes songs Story success Sunday tabo taxi tear tera chehra teri dosti Thanks trust urdu uses ustad view wada wafa wapda waqat what is love wife winter without you ya allah Yaadain ye watan Your heart was frozen zardari Zindagi
Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook