TEACHER: John
TEACHER: John, why are you doing your math multiplication on the floor?
JOHN: You told me to do it without using tables
by Pak101.com (few years ago!) / 827 views
Similar Jokes
Public to Santa: us rowdy ke vajah se hum pareshaan hai.
Use haamare area se bhagaane ka koi tareeka bataao?
Santa: aasaan hai, use election mein khadaa karke MLA banaa do.
Agle 5 saal tak woh tumhaare area ki taraf nahi aayega
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Namaz Parhnay Gaya 0r do Baar Wazoo Kya:
Bilawal na pucha: Khan Sahab Aapne do Baar Wozoo Kyo kia?
Pathan: Agar ek Toot Gaya to Dosra Kaam Aayega
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Saien Girlfriend k sath Car me Karachi sy Hyderabad ja raha tha Usne larki k hath pr hath rakha tu
Lrki Pyar se boli
Tum is se agay b ja skte ho
Saien usy Nawabsha le gaya :-P :-
Saien to saien, Saien ki harkaten bhi saien...
by Abdul Wahab (few years ago!)
Boy:janu hmary pyar k bare me kisi ko mat batana.
Girl:teri behan ko ko zaroor btaon kameeni kehti thi koi kutta hoga jo tujhe pyar karega.
by Sabir shah (few years ago!)
Santa : Cheel ko English main Kya Kehte Hain.
Banta : Eagle
Santa : Agar cheel bimar ho jaye to?
Banta : Illeagal
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: 2 me 2 gaye to kia bacha?
Sardar: muje kuch samaj nhi ai.
Teacher: Tumharay pass 2 rotian thein tum ne unko kha lia to tumharay pas kia bacha?
Sardar: Salan
by Pak101.com (few years ago!)
Paagal 1: main Taj Mahal ko kareedh loonga
Paagal 2: main use abhi bhech nahi rahaa hoo
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ko bar bar "I love you" ka msg araha tha
.
Dost ne pocha: Khair hai? Aaj tu boht "I love you" ke msgs arahe hain !
.
Sardar: O jee aaj mai galti se BEWI ka mobile laya hon eslie !
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: bhaisaab, yahaa se mumbai kitna door hai?
Vyakti: 400 km.
Santa: baap re, mujhe aaj hi vaapas lautnaa hai.
mumbai se yahaa tak kitnaa door hai?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Batao chaman Akbar kaun tha?Chaman: Pata nahi sir.
Teacher: Padhai ke taraf dyaan do, pataa chalegaa…
Chaman: Sir aap battayiye… Naman kaun hai?
Teacher: Pata nahi.
Student: Apni beti ki taraf dyaan dijiye, pata chalega…..
by Pak101.com (few years ago!)