Wife: doctor ji
Wife: doctor ji, mere pati neend mein baat karna shuru kardiye hai. kya karu?
Doctor: din mein unko baat karne kaa mouka deejiye.
by Pak101.com (few years ago!) / 999 views
Similar Jokes
Daughter: Mom aaj Ek ladke ne mere gal pe kiss kiya. . . …….
Mom: Tune usko chata mara ya nahi. . . . . .
Daughter: Mujhe achanak Gandhiji yaad agaye aur maine dusra gal agge kar diya……..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher-Batao A ke baad kya aata hai?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Santa kafi der sochne ke baad bola
.
.
.
.
.
.
.
.
"Kya Bolti Tu!":-:-)
by Pak101.com (few years ago!)
Miss: Aaj tum late kion aye ho? School 7 baje shuru hota hay, itni dair kion ki?
.
Kid: Miss ap mairi itni fikar mat kia karain, log shak karty hain
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
A Sardar Was Getting Bitten
By Mosquitoes All Thru The Night.
He Got Irritated And Drank Poison
And Said: “Ab Kaato Saalo, Tum Bhi Maroge”
by Pak101.com (few years ago!)
Santa interview k liye jata hai. Boss- aapka janm
kahan hua hai?
santa- tiruvantpuram.
Boss- spelling batao?
santa- nahi - nahi goa me hua tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa aur banta ko 500 ka ek note milaa.
Santa: hum ise 50-50 karlenge
Banta: baaki 400 kaa kya karoge?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Molvi jamaat se pehlay bola: “Kisi ka paon saff se
agay
nhi hona chahiey.
Peechay kharay aik punjabi ne kaha: “Q “no ball” ho
jaye
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife: Me tumhari yaad me 15 Din me hi aadhi mar gai ho..Mujhe leyne kab aarahe ho..?
Husband: 15 Din Baad..!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Patni Ko Begum KyUn Kehte Hain?
Kyonki shadi Ke Baad Sare Gum To Pati
Ke Hisse Main Aa Jaate Hain,
Aur Patni Begum Ho Jati Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: tumhaara homework kyu tumhaare pitaa ke handwriting main hai?
Student: maine unka pen use kiyaa thaa sir
by Pak101.com (few years ago!)