Bachi ko bike pe ghumaty wqt agr
Bachi ko bike pe ghumaty wqt agr helmet pehan liya jaye tu larki k bhai ki dhulayi aur rishtedaron ki nazar se bacha ja sakta hy
Zubaida Aapa k hifazati totka
by Pak101.com (few years ago!) / 800 views
Similar Jokes
Kitchen mein cooker aur kadai hote hain...
Cooker: haye tu kitni kaali hai.
Kadai: Sale phir bhi mujhe dekh kar seeti marta hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Mom :Beta haath jal gaya,
toothpaste lana.
.
.
.
. .
.
.
.
.
. .
.
.
Pappu : No, maa,
Mere toothpaste me namak hai,
Duniya Wale kahenge bete ne Jale pe
namak chidak diya..!lolz
by Mazhar Khan (few years ago!)
Bhikhari: Sahib ik rupaiya de do.
Sahib: Kal anna.
Funny Bhikhari: Iss kal kal ke chakkar mein iss colony mein mere lakhon rupaiye fasse hue hai!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Ek Bache Se: Beta 1 Accha Sa Jhoot Bolo
Agar Mujhe Pasand Aaya 2 Mai Tumhe 5 Rs Dunga.
Bacha : Ye Lo kar Lo baat, Abhi 10 Rs Kahe The.
by Pak101.com (few years ago!)
Paani mein Whiskey milao ta nasha chadta hai.
Paani mein Rum milao to nasha chadta hai.
Paani mein Brandy milao to nasha chadta hai.
Saala paani mein hi koi burai hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Baap bety sy mera beta bara ho ker kia banay ga?
Beta: abba may kuch bhi nahe bano ga
.
.
Pakistan may jo bhi ban jao galian he paray ge'
by itrat batool (few years ago!)
Bus Chali
Jhatka Laga
1 Pathan 1 Larki Par Gira
Larki boli: batamez kya kar rahe ho ?
Pathan: Baji
Allama Iqbal open university se B.A kar raha hoon.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
suma: maa, raju ne mujhe kiss de diyaa
maa: haan kya? rukho main poochti hoo.
suma: nahi maa. tum poochoge to woh nahi degaa
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikhari: Sahib ik rupaiya de do.
Sahib: Kal anna.
Funny Bhikhari: Iss kal kal ke chakkar mein iss
colony mein mere lakhon rupaiye fasse hue hai!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Mallika arrived at a Railway Station for a shooting. Bhikhari: Behanji 1 rupiya dedo. Malika gave him 1000 Rs. Secretary: Why u gave him 1000 Rs..? Malika: Pehli bar kisine behan kaha!
by Pak101.com (few years ago!)