1girl kissed a small boy.
1girl kissed a small boy. .
Girl-oh sorry. . !! Tumare gal pe lipstick lag gayi. .
Boy-kuch accha karne se agar daAg lagte he. . Toh daag acche he. . ;)
by Pak101.com (few years ago!) / 1107 views
Similar Jokes
Ek Pathan Maolana Sb Moharam Ma Wa`Az Kar Rahe Thhe
K Medan-E- Karbala Ma
Zalmon Ne Muslmaano Ka PAANI Band Kar Diya Hazreen Par Is Jomlee Ka Koi Assar Na Parra Pher Maolana Sb Bole Khana B Band Kar Diya
Pher B Koi Awaz Na Aai
To Moalana Sb Ne Cheinkh Kar Kaha Or To Or Zalmon Ne “NASWAR B BAND KAR DIYA”
To Saare Ka Saara Majma Cheikh Uthha
Ha Ey
Haa Eyyy
Haaa Eyyyyy
Haaaaaeeyyyyyyy
by Pak101.com (few years ago!)
First lady: Mera kid bohot fast english bolta hai.
Second lady: Beta bolke dikha.
Funny Kid: english english english english english...
by Pak101.com (few years ago!)
Wife:
Aap Bohat Mote Ho Gaye Ho,
Sardar:
Tum Bhi To Kitni Moti Hogayi Ho,
Wife:
Buddhu Main To Maa Banne Wali Hoon,
Sardar:
Main Bhi To Baap Banne Wala Hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
# Ek Sindhi Aur Pathan ka Interview Tha:
Sindhi se:
Q: Taleem
A: B.A
Q: Pakistan kab bana?
A: Koshish pehle se jari thi per 1947 mai.
Q: Pakistan ka PM kon hai?
A: Boht aye gaye hain lekin ab Geelani Sahab hain.
Pathan ye sub sun raha tha usne teeno ans yaad ker liye.
Pathan se:
Q: Naam?
A: B.A
Q: Kab Paida huwe?
A: Koshish pehle se jari thi per 1947 mai.
Q: Baap ka Naam?
A: Boht aye gaye hain lekin ab Geelani Sahab hain.
by Abdul Hannan (few years ago!)
?1 aadmi chaabi se apna kaan khuja raha tha...
Ek Sardar use gor dekh raha tha
kuch der baad bola-
bhai sab agar aap start nahi ho rahe ho to dhakka Lagadu
by Pak101.com (few years ago!)
Dr.-Aapki Biwi Ab Sirf 2 Dino Ki Mehman Hai, I Am So Sorry!
Santa- Sorry Ki Koi Baat Nahi Hai Dr. Saab, Jab 20 Saal Nikal Gaye to 2 Din Bhi Nikal Hi Jayenge..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Papu:me so so 6 baje karta hun aur potty 7 baje.
Docter:to is me masle wali kia bat hai?
Pappu:me uthta 8 bje hon
by Sabir shah (few years ago!)
Police:
Tum humko jaanty nahi
Ham yahan ka D.S.P hein
Pathan:
Tum D.S.P hy to
Ham M.P.W hy
Police Darty huwy:
Ye M.P.W kya hy
Pathan:
MONG PHALI WALA :
by Mohammad Ali (few years ago!)
Pathan:
Mobilink compny me job lenay geya
Pehlay hi sawal k jawab par
use mar mar kr bhaga dia geya
Swal tha:
Sab sy mashoor Network kis ka hay?
Pthan:
AL-QaiDa ka
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Bach Roz Maths K Sir
ko phone krta hai.
Sir ki wife:
Kitni Baar Kaha Wo Mar
Gaye Hain.
Baar Baar phone Q karte
Ho?
Bacha:Sun K Acha Lagta Hai..
by hearthackervsgirls (few years ago!)