Skipping school
Father: I hear you skipped school to play football.
Son: No I didn't, and I have the fish to prove it!
by Pak101.com (few years ago!) / 1067 views
Similar Jokes
nepali-ye sham singh ka mobile kaha milega?santa-
pta nahi nepali-itni bari company hai or apko pta ni
santa ko baad me pta laga wo samsung keh raha
tha....
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Golden Words written on “Riksha”.
.
Qismat Aazma chuka hun
Muqaddar aazma raha hun
Kisi be-wafa ki khatir
Riksha chala raha hun.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Husband: Tum Kon Hoo
Biwi: Pagal Hogay Kya Apni Biwi Koo Bhol Gaye
Husband: Nasha Her Gham Bhola Deta He
by Pak101.com (few years ago!)
Gabbar: Kitne admi they?
Sambha: Sardar 2
Gabbar: Mujhe ginti nahin aati, 2 kitne hote hain?
Samba: Sardar 2, 1 ke baad aata hai
Gabbar: Aur 2 se pehle?
Samba: 2 se pehle 1 aata hai.
Gabbar: To beech mein kaun ata hai?
Samba: Beech mein koi nahi aata
Gabbar:: To phir dono ek saath kyun nahin aate?
Samba: 1 k baad hi 2 aa sakta hai, kyun ki 2, 1 se bada hai.
Gabar: 2, 1 se kitna bada hai?
Samba: 2, 1 se 1 bada hai.
Gabbar: Agar 2, 1 se 1 bada hai to 1, 1 se kitna bada hai?
Samnba: Sardar maine aapka namak khaya hai, mujhe goli maar do
by Pak101.com (few years ago!)
Boss: Where were you born?
Santa : India ..
Boss: which part?
Santa : What 'which part'? Whole body was born in India .
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sardar ur phatan tent main soo rhe the.
Sardar:Tume kya nazar aa rha hy?.
Phatan: Stars.Sardar:Es ka kya mtlb hova.
Phatan:Aaj badal nhi hy Stars nazar aa rhe hai Barish nhi hogi.
Sardar:U Stupid..hamara tent chori ho gya hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Clas Mein Teachr Bachhun Ko Smgha Rhi Thien K ,
Kaise Asman Se Frishtey Aatey Hein Ar Ap Ko Chotey Chotey Behn Bhai Gift Krte Hein.
Clas Mein Bethey Huay Aik Bachey Ne Apne Dost Ki Trf Dekha Ar Bola
“Kia Khayal Hai Madam
Ko Asal Bat Bta Na Di Jaey”…
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa went to see a girl for marriage
Girls Parents decided to let them be alone to talk
Santa: Behanji aap kitne bhai-behan ho?
Girl: Pehle 3 the AB 4 HO GAYE
by Pak101.com (few years ago!)
Kisi Say Koi Cheez Maango Tou Bilkul Aisay Maango Jesay
Tumhre Baap Ki Ha.
Aur Nahi Milay Tou Soch Lena K Konsa Meray Baap Ki Thi :D :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Pathan America Gya
Waha Wo Church M Gya To
Achanak Ghanta Bja “Tunnn”
Ittefaq Se Light B 7 Hi Chali Gai,
Pathan Dar K Bhaga
Or Bola: “Bhago Undertaker Agaya”
by Pak101.com (few years ago!)