CONDOM Ka Full Form
Teacher: CONDOM Ka Full Form Kia Hota Hy?
GIRL,
C=Control
O=Of
N=Natural
D=Drops
O=Of
M=Man Power.
by Mazhar Khan (few years ago!) / 908 views
Similar Jokes
Ek aadmi apne aap nu kehnda hoya ja raha si k;-”haye oye rabba”aisi zindagi naalo ta maut e changgi aa.
Achanak Farista aa gaya te bolya:- “Tumhari jaan lene ka hukm hai”
Aadmi : Lao dasso… paaji hun koi gareeb banda majaak v nai kare
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 Sardar ke ghar chor aa gya.
Sardar ne dekha to chor bhaga sardar uske piche bhaga aur bhagte-2 chor se bhi aage nikal gya or bola:- 1 to chori uper se humse race.
by Asim Raza (few years ago!)
Ek naye teacher ne ek bachche se poocha, is pakshi
ke pair
dekho aur iska naam batao.
Bachche ne kaha, pata nahin.
Teacher ne kaha, Tum fail ho
gaye,batao tumhara naam batao.
Bachche ne kaha Mere pair dekho aur naam batao
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Thappar Maarnay par NaraZ Wife se Husband bola:
Aadmi usi ko maarta hai jis se Pyaar krta hai.
Wife ne Husband ko 2 thappar maaray aur Boli Aap kya samajhtay hain main Aapse Pyaar nahi kerti
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Afzal Tum Rat Ko Kis Waqt Soye The?
Afzal: Main Raat Ko 2 Baje Tak Home Work Karta Rahah Tha.
Father: Magar Raat 11 Baje To Bijli Chali Gai Thi.
Afzal (Ghabrate Hue):
Main Parhne Me Itna Magan Tha K Bijli Aane Or Jane Ka Pata He Nai Chala.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:
“Pappu MQM wale ki beti ko
bhaga kar le gaya. Is ka future
tense batao ?”
Student:Pappu ki namaz-e-janaza
shaam 6 baje ada ho gi……
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar apne GF kay paas jata aur baar baar gir jata. Jub who tesre dafa girra to us ke GF kehte sardar jee aap yeh kya ker rahe hain? Sardar kehta: I am falling in luv with you.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa Ne Aag Bujhane Ke Liye Phook Maari To Uske Piche Se Poo Nikal Gayi,
Phir Phook Mari, Phir Se Poo Nikal Gayi,
Santa Gusse Mein Pichwada Ghumakar Bola: “Le Tu Hi Bujha Le…“
by Pak101.com (few years ago!)
Pati: Aaj sunday hai aur aaj jee bhar ke aish karna….Movie ke liye 3 ticket laayaa hoon.
Patni: Teen kyun ?
Pati: Tumhara aur tumhaare papa mummy ke liye.
by Pak101.com (few years ago!)
Larka aur larki 2no hath me hath dal kar ja rahe the
aik sharati bacha aya aur us ne kaha:bhaiya kal wali didi ziyada mast thi
by Sabir shah (few years ago!)