aaj mere paas mobile hai
aaj mere paas mobile hai, no hai, battery hai, balance hai, tumahre pass kya hai? agar hai koi msg to bhejo.. agar nahi to mobile becho.
by Mohammad Ali (few years ago!) / 569 views
Similar Jokes
Saas ki Demand:
Larki
Khubsurat ho
Khubsirat ho
Ameer ho
Parhi likhi ho
Km umar ho
Ghar k kam kaj m mahir ho,
LARKI ki Demand
(SiMple..)
Saas na ho..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Cinema main khawaateen k huqooq per film chal rahi thi.
1khaatoon ne josh mein naara lagaya:
aaj ki aurat kiya nahi kar sakti?
Pathan bola road per peshaab.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Star Plus Aur Colors Ka Ek Fayda To Hai,
Jab Ghar Wale Inko Dekh Rahe Ho,
Kitni Der Bhi Phone Pe Kisi Se Lage Raho,Koi Tension Nahi.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Police Wale Ka Beta Result Sheet Lekar Ghar Aaya
Baap Ne Result Dekha Aur Gusse Se Bete Se Bola: “Itne Kam Number Kyun Aaye? Aaj Se Tera Khelna Tv Dekhna Sab Bandh”
Beta: “Papa, Ye Lo 100 Rupaye Aur Baat Ko Yahi Khatam Karo“
by Pak101.com (few years ago!)
teacher-cow humari mata hi tabi 1 studnt widow se bahr dekh raha tha. teachr-tum baahar kya dek rahe ho? stdt-sir aapki maa k piche kutte pade h.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:Can You Spell
A Word That Has More Than 100 Letters In It?
Sardar:Post Office
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Bandriya ne apni mom se puchha meri saadi kab hogi.
to mom ne kaha k Abhi ek bandar sms padh raha hai. Agar wo muskraya to apni saadi pakki samajh.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pappu: Darling Ro Kyun Rahi Ho ?
Pappu’s Wife: Meine Itni Mehnat Se Aapke Liye Sandwich Banaya, Aur Dekho Yeh Kutta (Tommy) Kha Gaya…
Pappu: Tum Tension Mat Lo, Mein Tumhare Liye Doosra Tommy Le Aaunga
by Pak101.com (few years ago!)
Docter:me tumhen aisi dawai dun ga k tm pher se jawan ho jao ge
sardar:aisa zulam na karna docter sahab mujhe pensin milne wali hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Ek Pathan Ne Apni Qaza Namaaz Ada Karne Ka Socha:
Namaz Se Pehle Oonchi Aawaz Main Niyat Ki...
2 Rakat Namaz Fajar Qaza, 4 November 1996. Allah-o-Akbar
by Abdul Hannan (few years ago!)