Kutte ke sath
Ek sardar subah subah jogging karne ke liye nikla
apne kutte ke sath.
Rudra: Oye yeh subah subah gadhe ke saath kaha
jaa rahe ho?
Sardar: Oye yeh gadha nahi kutta hai.
Rudra: Oye main kutte se hi pochh raha hoon
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 963 views
Similar Jokes
1 larka pathan se: Mai agar chahun to saray Pathano ko Jannat se nikaal kar Jahanum main la sakta hun.
Pathan: Kis tarah yaara?
Boy: Main Jahanum mai Naswar ka dukan kholon ga.
by Pak101.com (few years ago!)
MATHS Teacher To Our Brilliant Sardar
How Can U Distribute 8 Apples
Among 6 People Equally?
Sardar:
Juice Bana K De Do Na Madam
by Pak101.com (few years ago!)
Ek bhanebaj kramchari ka dada us ke daftar mein ja ker uske boss se bola: Iss daftar mein sunil naam ka aadmi kaam karta hai, mujhe us se milna hai weh mera pota hai
Boss ne muskura ker kaha: Mujhe afsos hai, aap der se aaye hain, weh aapki arthi ko kandha dene ke liye chutti laker ja chuka hai
by Pak101.com (few years ago!)
Kal Ka Kaam Aaj Mat Karo, Usko Kal Tak Rakho.
Kya Pata Us Kaam Ko Karne Ki Jaroorat Hi Na Pade”
By William Kaamchor
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: chaliye na! Kahiin chalte hain, or Drive main karon gi
Husband: is ka matlab hai k,, jayen gay CAR main or Ayen gay AKHBAAR main
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ladke Ne Chinki Ko Offer Marne Ke Liye Sher Maara
Ladka: “Chalte Chalte Yun Hi Rook Jaata Hoon Main, Baithe Baithe Yun Hi Kho Jaata Hoon Main, Kya Yahi Pyaar Hai?”
Chinki: “Nahi Yeh Kamzori Hai, Bornvita Piya Karo.“
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ke ghar Ladki ne janam liya..
Banta: jab ladki badi hogi to ladke ise chedenge.
Santa: Maine iska intejaam kar liye hai. Banta: kya kiya?
Santa: Ladki ka naam DIDI rakh diya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Dr: aap ka weight kitna he?
Santa: chasme sath 75kgs.
Dr: aur chasme bager!
Santa: vo muje dikhta hi nahi...
by Mohammad Ali (few years ago!)
Basanti: Bhaag Dhanno bhaag, aaj teri Basanti ki izzat ka sawaal hai.
Dhanno: Tujhe apni padi hai, meri soch jiske peeche GABBAR ke 10 ghode pade hain :o
by Pak101.com (few years ago!)
Colgate se daant saaf karne ka,
Pepsodent se majboot karne ka,
Babool se fresh karne ka..
Agar fir bhi safed nahi huye to..
Bindass HARPIC use karne ka..
by Tanveer Hussain (few years ago!)