Eik Charsi Nay Doston Ki Dawat Ka Program Banaya
Eik Charsi Nay Doston Ki Dawat Ka Program Banaya,
Aur Apnay He Ghar Say Raat Ko Bakra Chori Kia,
Aur Khoob Dawat Ki,
Subha Jab Ghar Poncha
To Bakra Ghar Main Tha,
Bivi Say Pocha Bakra Kahan Say Aya? Bivi:
Bakray Ko Goli Maro!!
Ye Batao Raat Ko Tum Choron Ki Tarha
KUTAY Ko Kahan Lay Kar Gay Thay??
by Pak101.com (few years ago!) / 1240 views
Similar Jokes
Pathan Ko Doctor Ne E.C.G Krwane Ko Kaha,
Pathan Lab Phoncha To Test Ka Nam Bhool Gya
Thori Dair Sochne K Bad Kehne Lga,
Bhai Jan! Hum Ko C.N.G. Pe Kardo
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ji got a SMS from his girl friend: I MISS YOU?
Socho sardarji ne kya reply diya
.
.
... .
.
.
.
I Mr. You?
by Pak101.com (few years ago!)
Japan mein 2 dost thy.
1 ka nam tha “jo” aur dosry ka nam tha “wo”
aik din “jo” k pass jin aa giya “jo” ny dar kar “wo”
ko awaz di
“wo” bhag kar aaya to jin ko deikh kar “wo” ka
intaqal ho giya,
.
bas usi din sy hi kehty hain…
.
;
.
;
.
;
.
;
.
.
;
.
“JO” DAR GAYA,
“WO” MAR GAYA”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Husband: tum khaana bahut achchi banaati ho
Wife: tum jitna bhi maska lagaao, khaana tumhe hee banaanaa padega
by Pak101.com (few years ago!)
Boy: Papa main apni girl friend ko kia doon?
Papa: Wo dikhti kaisi hay?
Boy: Wonderful,Beautiful,Smart Cute...Nazuk pari...
Papa: Mera zong wala number dedo;-)
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan England mein khana khane gaya or bhool gaya k murghi ko english mein kia kehty hain
waiter: "What do u want to have?"
Pathan: "Mother of eggs plz"
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Teacher: Tmhare Abu Kya Kaam Krte Han?
Bacha: unki apni UPS shop ha.
Teacher: Nice. Acha ye UPS ka kya mtlab ha?
.
.
.
.
.
.
.
.
Bacha: Ustaad Pakora Shop
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Aadmi Ne Bhagwan Ki Tapasyaa Karna Shuru Kari
Kafi Time Ke Baad Bhagwan Ji Uski Tapasya Se Khush Hokar Prakat Hue Aur Bole
Bhagwan: “Var Maango Vats”
Aadmi Sharmate Hue Bola: “Prabhu, Aap Jaisa Soch Rahe Ho Main Vesa Nahi Hu, Mujhe To Vadhu Chahiye“
by Pak101.com (few years ago!)
Girlfriend ke aansu aur boyfriend ke aansu me kya fark hai?
GF ke aansu farmaish puri karwane ke liye nikalte hain,
Jabki boyfriend ke aansu unhe pura karte karte nikalte hain!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Photo Studio main Gaya,
Us ne ek baat kahi jisay sun kar Photographer Pagal ho gaya.
Pathan: Oh yara!!! Ek Passport size photo lena par us main Shoes bhi aana chahiyen.
by Abdul Hannan (few years ago!)