Sardar
Sardar on Train Tack
1 sardar rail ki patri per so gaya .
1 aadmi ne kaha kya kar rahe ho? Train aayegi to mar jaoge!
Sardar: Mere uper se hawai jahaaz guzar gaya to kuch nahi hua, train kya cheez hai?
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 926 views
Similar Jokes
Memon:
Ye Kela Kaise Dia??
Keley Wala: 1rs
Memon: 60 Paisa Ka Deta Hai??
Kele Wala: 60 Paise Mein To Sirf Chilka Milega.
Memon: Le 40 Paise, Chilka Rakh Aur Kela De..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
aik police walay ka beta exam main fial ho gaya to us nay us ko bula kay dantant shuru kar diya
uska beta bola: yeh lo 50 ropay aur mamala yaheen rafa dafah karo
by Abdul Sami (few years ago!)
How boys grow
bacha
larka
naujawan
jawan
mard
budha.
How girls grow
bachi
bachi
bachi
bachi
bachi
aunty
by Sabir shah (few years ago!)
Madam:?Lecture kesa hona chahye???Student:?"AP K DRESS JESA"??Madam:What???Student:?I mean k zaruri chezein cover hojaen or sb ka interest b Qaim rahy.
by Muneeb Alam (few years ago!)
Pathan ghar walon k sath apna rishta dekhne gaya
Ghar walon ne kaha donon ko akela chor do
Pathan:behan g ap k kitne bhai hain?
Girlehlay 3 thy ab 4 ho gaye hain.!
by Abdul Hannan (few years ago!)
Pathan Date Pe Cooking Oil Se Naha K Gaya
Girl Friend: Ap Oil Mein Kyun Nahaye?
Pathan:Meine Suna Tha K ..
Har Cheez Meezan Mein
Achi Lagti Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Judge: Tmhari Akhri Wish?
Mujrim:Aap Ki Beti Se Shadi,
Nokia N97, 5 Crore Rupaye,
USA Ka Visa, 2 Saal Ka
Haneymoon,
6-7 Bache Jo Aap Ko Nana Nana Kahen Or Mujhe Papa,
Or Main Un Sab Ki Shadi Karwa Dun,
Uske Baad Aap Jo Fesla 2 Mjhe Manzor Honga.
Judge: Ha Ha Ha… Meri Koi Beti Hi Nhi..Tango Saale Ko
by Pak101.com (few years ago!)
1st Pathan: 2+2 kitne hote hain?
2nd: Tummhe pata nai mjhe Social Studies nhi aati.
1st: Per main ne to Islamiat ka sawal pocha hy.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek Sardar ko Khali msg Aaya
Sardar nai usi number per call kar k kaha:
pai G! Twano maloom hai???
Twady Mobile di INK khtam ho gae ae....
by Pak101.com (few years ago!)
10thClass Student:- I want to Fail in 10th.
Friend:-Dad said If I got 80+ than Science
if less than than Arts
If I fail than I hv to "Marry"
by Pak101.com (few years ago!)