Sardar Ko 5 Baje Phansi
Police: Tumhe Kal Subah 5 Baje Phansi Di Jayegi
Sardar: Ha Ha Ha!!
Police:Kyon Hans Rahe Ho?
Sardar:
Main To Subah 8 Baje Uthta Hun!
by Pak101.com (few years ago!) / 810 views
Similar Jokes
Girl : Tum ladke kisi bhi ladki me sabse pehle kya dekhte ho?
Boy : Ye to depend karta hai ki ladki aa rahi hai ya ja rahi hai!!
by Pak101.com (few years ago!)
2 Choohay Darakht Pe Bethay The
Neechay Se Aik Hathi Guzra
Aik Chooha Hathi Pe Ja Gira
Dosra Chooha Bola
Daba De Salay Ko
Me Bhi Aa Raha Hon…
by Pak101.com (few years ago!)
Preeto: Raat ko aap peeke gutter mein gir gaye the.
Banta: Kya bataoon, sub galat sangati ka asar hai, hum 4 dost… 1 bottle, aur woh teeno kambhakt peeten nahin.
by Pak101.com (few years ago!)
ak pathan ka bacha hua Docter ne Kha mubarik hu Bacha hua h
pathan ne kha Kya 20 saal pehley shade hue the bacha hua h wo b choota saa
by Haris Abbas Qureshi (few years ago!)
Sardar on phone:
Doctor my wife is pergnant.She is having pain right now.
Doctor: Is this her first child?
Sardar: No this is her husband speaking??
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar apne GF kay paas jata
Sardar apne GF kay paas jata aur baar baar gir jata. Jub who tesre dafa girra to us ke GF kehte sardar jee aap yeh kya ker rahe hain? Sardar kehta: I am falling in luv with you.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ek lady apne boyfriend ke sath ghum rahi thi ke itne me uska husband aa gaya or bf ko marne laga
Lady- Maar gadhe ko, apni biwi ko to gumata nahi dusron ki biwi ghumane le aate hai.
( itne me bf ko josh aaya or wo hsbnd ko marne laga )
lady- maar sale ko, na khud ghumane le jata hai na kisi or ko ghumane deta hai. :)
by Raju (few years ago!)
Santa - "Mujhe us Ladki se bachao."
Banta - "Kya hua?"
Santa - "Jab se Maine kaha 'Dil Cheer ke Dekh tera hi Naam hai' Saali Chaku le ke Piche hi pad gayi hai."
by Pak101.com (few years ago!)
Ek mandir tha
jisme buri niyat wale ghayab ho jate
the.
Imran hashmi gaya
Imran ghayab,
Salman khan
gaya
Salman ghayab,
Katrina kaif gyi to
Bhagwan ghayeb:-)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Police constable to his son
"tumhara result acha nahee aya
Aj sy tumhara khelna & t.v band!"
Son:yeh 50 rupay pakro & mamla yaheen khatam kr
by Mazhar Khan (few years ago!)