he ha ha
Rahul Gandhi :
Mom hum is desh ko
kab tak lootenge??
.
.
Sonia :
‘JAB TAK HAI JAAN’
.
.
Rahul Gandhi :
Hamari help kaun
karega??
.
.
.
Sonia
‘SON OF SARDAR’
by pinkey (few years ago!) / 641 views
Similar Jokes
Marta Hua Pati Apni Patni Ko Bola
Pati: “Almari Se Tera Gold Set Maine Chori Kiya
Tha”
Patni Rote Hue Boli: “Koi Baat Nai Ji”
Pati: “Tere Bhai Ne Tujhe Amanat Di Thi 1 Lakh Wo
Bhi Mene Hi Ghayab Kiye”
Patni: “Mene Aapko Maaf Kiya”
Pati: “Teri Kameti Ke Paise Bhi Mene Hi Chori Kiye
The”
Patni: “Koi Baat Nahi Ji, Aapko Zehar Bhi Mene Hi
Diya Hai, Hisab Barabar“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Admi: Pathan Bhai
Aap Jab Hanste Hai To
Aap Ke Dimples Parte Hen
Aap Bohat Ache Lagte Hai
Dil Chahta He Aap Ko Piyar Karloon
Pathan: Oo Bhai Jan
Mujhse Sa Ziyada Dimple To
Mere Bivi Ka Parte Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Height of Attitude :
1 lady see a boy of 5 years is smoking. . . . . . . . .
Lady :- kya tumhare dad ko malum hai, ki tum smoking karte ho.??
... .
.
.
.
Boy (dhua udate huye) : kya tumhare husband ko malum hai , ki tum abhi kisi gair "MARD" se bat kar rahi ho.????
by Pak101.com (few years ago!)
Girl Najoomi se: Mere do lovers hain. Un dono main se kis ke sath shadi hogi? Wo khushnasib kaun hoga??Najoomi: Pehle se shadi hogi aur dusra khushnasib hoga.
by Muneeb Alam (few years ago!)
Ashik ban gaya,Mat karo waar,
Bura nahee ye pyaar,Bura hai intezaar.
Letter diyaa to, Thappad mat maro yaar,
Bura nahee ye ikraar,Bura hai inkaar.
Sharaabee bana to,Mat dalo ilzaam,
Bura nahee ye jaam,Bura hai anjaam.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek aadmi ne conductor se pucha: Aap kitne ghante bus me rehte ho?
Jawab : 24 hours. Wo kaise?
Jawab Mila : 8 ghante city bus me
baaki 16 ghante biwi ke “BASME”!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Admi Ne Bhagwaan Se pucha
he bhagwaan kripya mujhe ye bataye ki
100 saal apke liye kya hai?
bhagwaan ne kaha : mere liye wo ek second ke barabar hai.
Man: To Fir Ek crore rupees aap ke liye kya hai?
GOD: Ek Rupye Ka Sikka (coin).
MAN: Chalo Fir mujhe Ek coin dedo.
God: Ek second ruko Abhi Deta Hu....
by Pak101.com (few years ago!)
Salesman: Paa g Cockroach
K Liey Powder Le Lo
Sardar: Na g Na Cockroach
Nu Inna V Free Nae KARNA,
Aj Powder Le Ditta Te Kal
Perfume Mange Ga
by tanveer hussain (few years ago!)
Ek Choohe Ne Sherni Ko Purpose Kia Sherni Ne
Kaha Abe Chal Tune
Apna Jism
Jaan Height Dekhi Hai
To Chooha Bola Madam In Sab Ko Choro Mera
Confidence Dekho
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boy: Yes. At last. It was so hard to wait.
Girl: Do you want me to leave?
Boy: NO! Don’t even think about it.
Girl: Do you love me?
Boy: Of course! Over and over!
by Tanveer Hussain (few years ago!)