Maths mein fail q hua?
Sardar: Maths mein fail q hua?
Son: kabhi teacher bolti ha 3+5 = 8 Agle din bolti ha 4+4=8
phir bolti ha 6+2=8
usay khud ko confirm nahi to mujhe kya sikhae gi
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 830 views
Similar Jokes
Wife: Aap bohut mote ho gaye ho,
Pathan: Tum bhi to kitni moti ho gai ho,
Wife: Mein to maa banne wali hun,
Pathan: Mai bhi to baap banne wala hu…
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar ne aik kawwa (crow) paala. Wo bht mulaayim (soft) tha.
Batao Sardar ne uska naam kia rakha hoga?
?
?
Socho?
?
Microsoft..
(My crow soft)
by Pak101.com (few years ago!)
Baap-bete se
Agar is baar tum exam me paas nahi hue to tum mujhe papa kabhi mat bolna
...
Kuchh din ke baad
Baap- beta tumhara result kya aya
Beta- babulal, tune apne baap hone ka haq kho diya hai
by Pak101.com (few years ago!)
aek pthan jab kam pr aya to us ny apny dost sy kaha mein aj apni wife ko kiss kr ky aya hoo
to us ka dost bola usy to mein ny bhi kiss ki to pthan bola pehly to mein ki thi na...
by Mazhar Khan (few years ago!)
I always think about U.
I can’t live without U.
I really need U.
I’m totally mad about U.
I just wanna be with U.
I’m crazy 4 U.
I wanna marry U.
I LOVE U.
Aisa mujhe bajuwali kehti hai…
(My neighbour say all this to me)
by Abdul Hannan (few years ago!)
1 pathan ko khali msg aaya
Pathan ne usi mobile number per call ker k kaha
!
!
!
!
Woy yaara!
Tumko malum hay?
tumhara mobile ki siyahi
khatam ho gaya hy!!!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Modern Heer – Mein tumhare ishq me barbaad ho
gai,
lut gayi, meri duniya rushwa ho gayi…
Modern Ranjha – To karmjali, mein kaun sa bank
managar ban gaya ;)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Krish: Doctor ne mujhe kaha tha ki woh do hapte mein mujhe pairo par khada kar dega!
Jack: Accha kya who aisa kar paya?
Krish: Ha uska bill chukane ke liye mujhe apni car jo bechni padi.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Main teri Maa Hoti Tou Main Tujhy 2 Din Main Sudhaar Deti ...
Pathan: Madam, Kal Tak Main Apne Papa Sy Mashwara Kar k Bata Doonga
by Abdul Hannan (few years ago!)
Jab barish hoti hai, Tum yaad aate ho.
Jab kali ghata chaye, Tum yaad ate ho,
Jab bheegte hain tum yaad aate ho,
Bataoo Meri umbrella Kab wapis kro ge!
by @irha@ (few years ago!)