Sardar ki bevi
Sardar ki bevi:
Rat kafi ho gae he par sardar g nae ay,
zrur koe larki ka chkr hai sardar ki
mother: Hmesha bura hi sochna,
kya pta ksi truck k niche a gaya ho
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 848 views
Similar Jokes
Aik dukaan mein daaku Loot-maar ker raha tha
Daaku ne aik aadmi se poochha ke tum ne mujhe Loot-maar kerte dekha?
Aadmi: Haan
Daaku: Dhuzzzz
Maar diya..
Daaku doosre aadmi se:
Tum ne dekha?
Doosra aadmi: Nahi
Mene nahi dekha Lekin
MERI BIWI NE DEKHA HAI..
by Pak101.com (few years ago!)
1 Nurse Ka Mangaitar Usay Bari Hasrat Se:
“Jaanu Kash Mujhe Koi Haadsa Paish Aata
To Main Tumhare Ward Main Admit Hota,
Tum Meri Khidmat Karti
Aur Main Jaldi Theek Ho Jata”,
Nurse:
Jaan Tumhe Mere Paas Koi Hadsa Nahi
Balkay Moujza Hi La Sakta Hai,
Kyon K Main DELIVERY Ward Main Hoti Hoon …
by Pak101.com (few years ago!)
first friend: yar aaj main nay PC hotel main sirf 50 ropay main khana khaiya
2nd friend: naheen yaar woh kaisay?
ist friend: yaar bill to 2000 bana tha unhoan nay police ko bulwa liya aur main nay 50 ropay day ka jan churwai
by Abdul Sami (few years ago!)
Doctor owr Allah ko khabi naraz mat karna
Kionke jab Allah naraz hota hai, tu wo Doctor ke pas bhej daita hai
Owr jab Doctor naraz hota hai, tu wo Allah ke pas bhej daita hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Pathan : Abbo semujhe ice cream le kar dain
Baap : beta bohat sardi hai ess sardi mein zukam ho jaye ga
Pathan : koi baat naheen main coat pehan kar kha loon ga
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Traffic police chalan book nikaal ke bola: 'Naam
bol?'
Ladka: Galti ho gaya Sir...
Police: Naam Bol
... ... ... ... ...
Ladka: Sorry sir Iss baar jane do...dobara nahi hoga
Police: Naam bol
Ladka: "Trikulavattyy Thekkeparambli
Venkateshwara Swami"
Police (book band karke): "Agli baar gaadi dhire
chalana!" :D
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Musharraf: Jab main paida hua tha to military valon ne 51 topen chalai.
Funny Indian Kid: Kamal hai ji, sabka nishana chook gaya?
by Pak101.com (few years ago!)
Pota:dadi ap ne kun kun se mulak dekhe hain?
Dadi:afganistan ,hindustan, pakistan ,iran.
Pehche se awaz aai ab dekhna hai qabaristan.
by Sabir shah (few years ago!)
Pathan:tumare pen me ink nai hai kia
girl:andhe hu likh tu raha hai
pathan:chalu apna number likh k dekhao
by Sabir shah (few years ago!)
Ek bund se samundar nhi banta,
rone se mukaddar nahi banta,
patana hai to pure girls hostel kn patao
1 - 2 ladki patane se koi sikandar nahi banta.
by Pak101.com (few years ago!)