Prime Minister Ka Insult

Ek Aadmi chila raha tha "PRIME MINISTER kutta hai"

Police wale ne 1 thappar maara or bola "chal thana, P.M. ki insult karta hai?"

Aadmi bola "maine to Japan ke P.M. ke liye kaha tha".

Police wale ne 2 thapper or maare or bola "bewaqoof banata hai? Humein nai pata kon sa P.M kutta hai?"

by Pak101.com (few years ago!) / 1104 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Agar bina daanton ka Kuta kate

First Paki: Agar bina daanton ka Kuta kate to kya
karna chahie ?
Second Paki: Simple, bina Sui ke teeka lagva lo...

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: Sharab pite pite

Santa: Sharab pite pite rone laga
Banta: Kya hua kyo ro rahe ho?

Santa: Yaar ki kara jis ladki ko bhulane k liye pi raha tha,uska naam yaad nhi aa raha hai

by Pak101.com (few years ago!)
Sardar bar me ro raha tha

Sardar bar me ro raha tha. Bartender: Kyo ro
rahe ho?
Sardar: Aur kya karu??
Jis ladki ko bhulana chahta hun uska naam hi yaad
nahi aata.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 halki c muskuraht

1 halki c muskuraht
Hazaron dil jeet sakti hai
Hans k to dikhao

(@ .. @)
(<;;;;;;>)
O tera pala ho jay
Tu ty mera v hasa kad dita a

by Mazhar Khan (few years ago!)
College Ki Ladki Se Bola

Pathan:College Ki Ladki Se Bola

I Love U!

Ab Tum Mujhe Bolo

Girl:Mai Abhi Ja K Sir Ko Bolti Hun

Pathan: Pagal Ki Buchi Sir Ko Mt Bol Unki Shadi Ho Gai Hai.:

by Muhammad Zeeshan (few years ago!)
pathan Bakra zibah krne lga

pathan Bakra zibah krne lga to confuse ho gea k parhna kia hy.
.
Ek lamha sochne k bad churi chalate hue josh se bola,
..
Happy birthday to You.

by hearthackervsgirls (few years ago!)
I LOVE PK

In cricket match 1 girl made pakistani flag on her chééks.
A boy kissed her cheeks and said ”
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
I LOVE PAKISTAN “

by nadeem (few years ago!)
Aik hi Hoga

Dctor: Aap ka or Aap ki Begam ka Blood Group aik hi hai

Husband: Zahir hai 18 Saal se Mera khoon Pi Rahi hai

Aik hi hoga.....:-

by Pak101.com (few years ago!)
Le Pakad Aur Aish Kar

Ek Baar Bhikhari Bikh Mangte Hue Santa Ke Ghar Jata Hai Or Kehta Hai

Bhikhari: “Aapke Padosi Ne Mujhe Pet Bharke Khana Khilaya Hai, Aap Bhi Kuch Khilao?”

Santa: “Yeh Le Hajmola Ki Goli Aur Apna Khana Pacha

by Pak101.com (few years ago!)
Manager: hamaare bank

Manager: hamaare bank mein hum aapko binaa interest ke loan denge.

customer: arey, jab dena hai to thoda haste haste dona. agar dene mein interest nahi hai, to mat do

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Son: Papa aaj meri Miss

Funny

shadi mubarak

Wife: aaj tum udaas Q ho?

Creation

FB page Admin hone ki sabse ..

Miss Call By Miss

Telephone call

pathan and blood test

Born in California

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook