Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Hamara ye tum ko salaam aakhri hai....

Hamara ye tum ko salaam aakhri hai Suno aj tum se kalaam aakhri hai Agar ho sake to bhula dena hum ko Yehi ek chhota sa kaam aakhri hai Abhi aarzuon k sehra pyase hain Magar aansuon ka ye jaam aakhri hai Teri bewafaye ka shikwa aakhri hai Yehi to wafaon ka inaam aakhri hai Mariz-e-mohabbat ki aye chaara sazo Tumhare shehar me ye shaam aakhri hai Zara dair thehro qazaa k farishto Labon pe hamara payaam aakhri hai Koi mil sake ga na Hasrat k jesa Teri adaon ka ye ghulam aakhri hai

483 chars (4 sms)
(Not Rated Yet)
 

Hottest SMS Messages this week

Bara ishq ishq tu

Fill in the blanks

Kissi Ki Ankh Se Sapney Chur..

Udas main tha

Us Aakhri sham

At d beginning of any relati..

What is BUSINESS ?

Sun kan khol ke

''1 sardar resturent m soop ..

kisan gadi me gehun le ja ra..

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook