Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Gham Agarcheh Kaseer Laya Hoon

Gham Agarcheh Kaseer Laya Hoon
Hoslay Bhi Khateer Laaya Hoon

Khaahishein Mukhtasar Si Rakhta Hoon
Dil Ghani-o-faqeer laaya Hoon

Kaisa Pagal Hoon Tairay Ghar Say, Mein
Khainch Kar Ik Lakeer Laaya Hoon

Saaray Logoon Say Payaar Hay Mujh ko
Aisa Roshan Zameer Laaya Hoon

Kaat Kar koh-e-Gham Ko, Ashkoon ki
Mein Bhi Ik Jooy Sheer Laaya HooN

353 chars (3 sms)
(Not Rated Yet)
 

Hottest SMS Messages this week

agar tumhein

pyar

Mat baha ansoo

Funny

akaly pan ki azait k

aasib zdah ghar ka m

Haqiqat samjho ya afsana,

answer

Hont Se Hont Milay Tou Kia ..

arz kiya hai airp

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook