Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Neend Aankho''n Main

Neend Aankho''n Main
Musalsal Nhi Hone Deta

Wo Mera Khwab Mukamal
Nahi Hone Deta

Ankh k Seesh Mehal Main
Wo Kisi Bhi Lamhe

Apni Tasweer Ko Ojhal
Nahi Hone Deta

Rabta Bhi Nahi Rakhta Hy
Sar-e-Wasal Koi

Aur Ta''aluq Bhi Mo''atal
Nahi Hone Deta

Dil Ye Kehta Hy Usay
Laut K Aana Hy Yahin

Ye Dilasa Mujhe Pagal
Nahi Hone Deta ...

354 chars (3 sms)
(Not Rated Yet)
 

Hottest SMS Messages this week

''A mathmatical question!

Banke Gajra Terey Baalon Mei..

No rhythm No reaSon

Aik Aadmi ne apni wife ko kh..

Sorry is a good weapon

No nation is perfect

Love is doing small

Rain

Gam k andhiya

Main Apni

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook