flirt
Girl: I love u.
Boy: Me too.
Girl: Kitna karte ho.
Boy: Jitna tum mujhe karti ho.
Girl: Kamine, main sochti thi ki tum sachha pyaar karte ho..
by haleema sadia (few years ago!) / 789 views
Similar Jokes
Love Marriage Ka Matlab Apny boyFriend Ko husband Banana
Arrange Marriage Ka Matlab ?
KiSi Or K boyfriend Ko Apna husband Bnana.
Toba Toba. . .! :o :p
by Mazhar Khan (few years ago!)
malik nokar se “jaldi se ja kar koi khali raksha le aao.” Nokar “wapisaa kar koi khali raksha milta hi nahi,har aik main aik admi zaror betha hota hay”
by Abdul Basit (few years ago!)
3 kaale dost ek sath ja rahe the
Raste me ek pari milti hai,
Pari: ek-ek wish batao main poori karugi.
1st: Mujhe gora aur khubsurat kardo.
Pari ne kar diya.
2nd: mujhe bhi aisa kar do
Pari ne kar diya.
3rd zor zor se hasne laga or phir bola.
.
.
.
.
Inko wapas pehle jaisa kardo.
Moral: Har ek Friend kamina hota hai…
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa ka ek Buddha padosi accident me mar gaya…Woh uske ghar gaya aur poocha “BODY AAGAYI KYA?”Tabhi body lekar ambulance AA gayi…Santa Bola “Ye Lo ! Uncle ki badi lambi umar hai !!”
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pehalwan Tha
Uski Aik Taang Neeli Ho Gai
To Hakeem Nay Kaha Taang Kaatni Paray Gi,
Zehar Phail Gaya Ha. Thoray Dino Baad Dosri B Neeli Ho Gai
To Hakeem Nay Kaha K
Dosri B Kaatni Paray Gi,
Zehar Kafi Phail Gaya Hai
Plastic Ki Tangain Laga De Gaen.
Thoray Din Baad Plastic Ki Taangain B Neeli Ho Gain To Hakeem Nay Kaha Tumhari Bemari Samajh Aa Gai Ha, Tumhari Dhoti Ka Rang Utarta Ha. Baaqi Sab Theek Ha
by Pak101.com (few years ago!)
8 yrs boy Ladka - "1 bidi ka bundle dena."
Dukandar - "Kya re iss Umar me hi Bidi pine laga."
Boy - "Nahi Ye mere Chote Bhai ke liye hai Mujhe 1 Paket Willes dedo.
by Pak101.com (few years ago!)
Height of Good Luck
,
,
Teacher: Hey you, Stand up And tell Me 2 pronouns
.
Student: Who, Me?
.
Teacher: Very Good Sit-down..:-)
by lescol (few years ago!)
Beta papa se kahta hai papa mai jab business karunga to achche achche ke hath me katora pakada dunga.
Papa: kaise?
Beta: Gol gappe bechkar...
by Pak101.com (few years ago!)
Ladka to bhagwan:-bhagwan
mere ghar se canada tak road bana do.
Bhagwan - yeh to kabhi nahi ho skta.
Ladka:-fir mujhe 1 aisi ladki se
mila do jo sirf mujhe hi pyar kare.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Bhagwan:- beta road"single"banwani hai ya"double" :
by Pak101.com (few years ago!)
1 girl ki death k bad us ki saheli us k boy friend k pas gai aur boli:kia me us ki jagah le sakti hun.
Bf :mujhe koi aitraz nai qabristan walo se puch lo.
by Sabir shah (few years ago!)