Teacher to Sardar:
Teacher to Sardar: “I killed a person” convert this sentence into future tense.
Sardar: The future tense is you will go to jail.
by Pak101.com (few years ago!) / 1030 views
Similar Jokes
During The Match,
Batsman LBW Hua:
1 Pathan Doosre Se: Log Hum ko Pagal Samajhty hain,
Yahan to Sab Pagal Hain,
Lagi Batsman ko hai Aur Cheekh Bowler Raha Hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
1 ladka ladki ka picha kr raha tha
girl-Tumhe pata hai piche meri maa aa rahi hai
Boy-hum to khandani aashik hai teri maa kay piche mera baap bhi aa raha hai
by Pak101.com (few years ago!)
Customer: Ek kilo gaay(cow) ka doodh dena.
Shopkeper: Lekin tumhara bartan toh bahut chhota hai.
Customer: Theek hai toh phir bakri ka de de.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar bar me ro raha tha. Bartender: Kyo ro rahe ho?
Sardar: Aur kya karu??
Jis ladki ko bhulana chahta hun uska naam hi yaad nahi aata.
by Pak101.com (few years ago!)
A man in Hell asked Devil:
Can I make a call to my Wife?
After making call he asked how much to pay.
Devil : Nothing, Hell to hell is Free.
by Pak101.com (few years ago!)
Dost Pathan Say: APRIL FOOL Manaya? Pathan:
Haan Dost: Kis K Sath?
Pathan: Biwi K Sath, Hum Ne 3 Bar Talaq Dia Jab
Wo Pareshan Hui To Hum Bola “APRIL FOOL”;)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aman To Chaman: Tell Me 5 Animals Living In Water?
Aman: Chamman: Fish, Chaman: Thik Ha Aur Chaar?
Aman: Fish Ke Brother, Sister Father And Mother
by Pak101.com (few years ago!)
BOSS:15 din ki chuti q chahiye?
pathan:cousin ki shadi he.
boss:cousin ki shadi me15 din chuti q?
pathan:cousin ki shadi mujse ho rahi he . . . .
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Kanjoos Lala Muftimal Ek Bar Jungle Se Gujar Raha Tha Achanak Uske Paanv Mein Kanta Chubh Gaya.
Muftimal Bola: “Achha Hua Chappal Pahan Kar Nahi Aaya Nahi To Usmein Ched Ho Jata“
by Pak101.com (few years ago!)
Baap: beti Tum Mujhe pehale papa kehti thi, Ab DAD kehti ho? Kya wajah hai
Beti: C dad, papa Kehne se Lipstick Kharab ho jati hai
to dad kahti hu.
by Pak101.com (few years ago!)