Santa runs in 2 Banta's house
Santa runs in 2 Banta's house and shouts 2 him....
SOMEONE HAS STOLEN UR CAR!"
BANTA SAYS "DID U C WHO DID IT?"
SANTA SAYS "NO BUT I NOTED THE REGISTRATION NUMBER!!
by Pak101.com (few years ago!) / 960 views
Similar Jokes
Pathan 1st Time Jahaz Pe Baitha:
.Jesy hi Jahaz ka Agla Tyre Ooper Utha,
Tu Pathan Pilot ko Maarny Laga..Aur Bola:
.Mai Pehlay He Dara Huwa Hon.Aur.Tum Wheeling Kar Rahy Ho. …
by hearthackervsgirls (few years ago!)
aik foji train main ja raha tha aur aik police wala samnay baitha tha
police walay nay poocha kay chuti pay ja rahay ho to
foji nay kaha haan meri bivi ko bacha hua hai
police walay nay kaha kay kitnay arsay bahad ja rahay ho
foji bola 2 saal bahab
police wala phir to bacha haram ka hua
foji haan main bhee to usko police main bharti kara doon ga
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pakistan me kuch ho ya na ho magr kia ch3ez hai jo pher bi hoti hai?
;->
girls k make up ka saman
by Sabir shah (few years ago!)
1st sardar yeah bacha tumhara kia lagta hai
2nd sardar:yeah mera door ka bhai hai
2nd sardar:door ka mein samjha nahin
sardar:iss k orr mere beech 8 behan bhai orr hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Xam ka examiner bahut strict tha aur paper hard tha cheating nahi karne de raha tha.
1st bencher ne chit likh kar
examiner ko di.
Examiner chup chap ja ke apni chair pe beth gaya.
2nd bencher pehle se:- yaar tunekya likha ?
1st bencher ne kaha -
SIR , Peechhe se aapki pant phati hui hai .........!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Husband: Kal mere khuab main ek larki aai thi, Wah! kya larki thi.
Wife: Akeli he aai hogi?
Shohar: Tumko kese pata:
Wife: Uska husband mere khuab main aaya tha.
by Pak101.com (few years ago!)
1st men : aisa kon sa department hai jaha ladies ko bharti nahi kiya ja skta.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
2nd Men : fire brigade q k ladies ka kam aag lgana hota hai bujana nahi,
l.o.l
by Toqeer shamshad (few years ago!)
Aadmi road par khara ho kar hans bhi raha tha aur ro bhi raha tha,paas se guzarne wale larke ne poocha:Bhai sahib, kiya hua, aap kabhi hanste hain aur kabhi rotey hain.
Aadmi bola: Yaar hans es liye raha hun ke meri saas 7th floor se gir gaii, aur ro es liye raha hun ke wo meri naii BMW par giri hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher:
Dunya me kitne
Bar-e-Azam hen?
Pathan:
4
Teacher:
Kn Kn Se?
Pathan:
1. Quaid-e-Azam
2. Sikandar-e-Azam
3. Mughal-e-Azam
Or
4. Mera Chacha
Haji Azam.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 larki interview dene gyi
boss-woh kya chiz h jiske 2 tyre hote h..?
larki-bike..
boss-nhi..honda bike
.
boss-woh kya chiz h jiske 4 tyre hote h ?
larki-car..
boss-nhi..maaruti car
.
.
ab larki ki baari thi
larki-woh kya chiz h jo bahar se white pr uske andar kala gola hota h..?
boss-hehe..aankh
.
.
.
.
.
.
larki-nhi..saale teri maa ki ankh..
by Pak101.com (few years ago!)