Baniya Marte Waqt
Baniya Marte Waqt
Baniya Marte Waqt…
Sunti Ho ?
Wife: Bolo, Mein Yahin Ho…
Aur Pappu aur Pinki?
Yes, Papa Hum Bhi Yahi Hai…
Baniya: Toh Paas Ke Kamre Ki Light Aur Fan Toh
Band Karke Aatey
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 856 views
Similar Jokes
Pathan Apny Bety k liye
Rishta leny gaya
.
.
.
.
.
Larki Walay : Abhi to hamari Beti
Parh rahi hai.
.
.
Pathan : Chalo hum
1 Ghanty k baad aaye ga...:-p
by @irha@ (few years ago!)
Boy: Papa main apni girl friend ko kia doon?
Papa: Wo dikhti kaisi hay?
Boy: Wonderful,Beautiful,Smart Cute...Nazuk pari...
Papa: Mera zong wala number dedo;-)
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Ek Saal Main Kitni Raatain Hoti Hai?
Aman :10 Raatain Hoti Hai!
Teacher: 10 Raatain Kaise ?
Aman: 9 Navaratri Aur 1 Shivratri….
by Pak101.com (few years ago!)
Jailer- Tum jail me kuyn ho?
Santa- Maine Bank Luta. Lekin Paise wahi ginane lag gaya Qki waha likha tha Counter Chhodne se pehale paisa Gin lo
by hearthackervsgirls (few years ago!)
a lecture waz going on
suddenly a boy went out of the class
lecturer: ye bahar kyu gaya??
boy's friend: sir, usko neend me chalne ki aadat hai
by Pak101.com (few years ago!)
Beta : Papa,ye Girlfrnd kya hoti hai ?
Papa: jab tum bade ho kar aacha ladka banoge to tumhe b 1milegi..
Beta: agar aacha nahi bana to ?
Papa : to bahot milengi.
by Pak101.com (few years ago!)
Air hostess: Aap 1 hours me 4 baar toilet gaye! R U OK? Kya aap ko chein nahi hai?
Santa: ‘Chain’ hai par khulti nahi hai!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Maa apne bete se kehti: Beta so ja warna gabbar aa jayega.
Beta apni maa se kehta: Maa mujhe Chocolate do varna papa se keh dunga ke mere sone ke bad roz gabbar aata hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Har Sawal Se Dat Kar Ladna,
Fekne Me Kami Mat Karna,
Mouka Mila To Peche Bhi Dekhna,
Aur Ek Baath Yaad Rakhna,
Aage Wala Ka Paper Apna Samajhna
by Abdul Sami (few years ago!)
Dad 2Son:Whn I beat u how u stop ur anger?
S:I strt cleanin toilet
D:How it satisfy u?
S:I clean it with ur toothbrush
by ubaid ur rehman (few years ago!)