SMS ko itna send karo
Please is SMS ko itna SEND karo k Meri hony wali
Biwi tak pohanch jaye:
"JAAN Tum kahan rehti ho? Apna Address to bata
do."
Please meri Madad karen
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 778 views
Similar Jokes
Sardar jb peshab karne k lye gia to radio sath le gia.
Bv :aj to bare maze se kia hoga
sardar:khak maze se jb bithne laga to qaumi tarana shoru hogia aur khare ho k karna para.
by Sabir shah (few years ago!)
Khali batuwa haath main us kay thama deta hoon main
Yun Hatheli pe kabhi serson jama deta hoon main
Jab kabi begum ka para hud se zyada charh gaya
Sub se pehle jootiyan us ki chhupa de ta hoon main
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher:
Batao k Chooza anday se kese nikalta hy?
Sardar:
Miss ay gal ani Important nai,
Sochan wali gal ay ha k Ay kanjar anday wich wariya kinij:-?
by Mazhar Khan (few years ago!)
Boy : Do u love me?
Girl : yes
Boy starts running
Girl asks : Where r u going?
Boy : Im going to update my relationship status on Facebook
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: Tum Tu kehtay thy k shaadi k baad bhi Tum muJh se bohat pyar karo gay!!
Husband: Haan, mujhe kya pata tha k Tumhari shadi mujh se hi Hojaye gi
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar bank mein 1000 rupeya jama krany gaya.
Cashier bola: Janab ye hazar rupeya to nakli hai
Sardar: Jama mery account ich hona hy. Tennu koi takleef a
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Wife ko Begum kyon kehte hai?
Kyun ki shaadi ke baad saare gum toh husband ke hisse mein aate hain aur wife Be-Gum ho jaati hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
sirdar jee nay yaar k saath mil ker post office mean dakaa dala aur jaldi maen aik aik bag utha ker bhaag gayay. Bohat maheeno kay baad milay tou aik doosray say poochnay lagay k bag mean kiya thaa aur kia kia kiya.
pehlay nay kaha khoob paisay say maza kiya. car lee ,holidays per gaya.
tum nay kia kiya? doosra kehnay laga meray bag maen tou bill he bill thay. phir tum nay kia kiya? thora thoray ker k pay ker raha hoon.
by Abdul Basit (few years ago!)
be-izzati
or biwi
ek jaisi hoti hein..
achi tab hi lagti hay, jb doosray ki ho. :-
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boy prpozes to girl-
Ye Raat,Ye subah,
Ye Hawa,Ye Chand,
Ye Ghatayen,Ye Nadia,
Ye Kinare...
Girl-Saale Prpoze Kar Rahe ho,
Ya Envirnment science padha rahe ho..
by Pak101.com (few years ago!)