Pathan Date Pe Cooking Oil Se Naha K Gaya
Pathan Date Pe Cooking Oil Se Naha K Gaya
Girl Friend:
Ap Oil Mein Kyun Nahaye?
Pathan:
Meine Suna Tha K
‘Har Cheez Meezan Mein Achi Lagti Hai’
by Mohammad Ali (few years ago!) / 710 views
Similar Jokes
STU:Sr sb log HINDI ENG. me bolte hai MATHS me
kyo ni bolte?
........
TCHR:Jyada 3 5 na kr
9 2 11 ho le
Ni to 4 5 dhr dunga to
6 k 36 dikhne lgenge.....
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Lalu: Vidwaano ne kaha hai Ki "MURKH KI BIWI BAHUT SUNDAR HOTI HAI.
Rabadi: "Dhat! Aapke paas to hamaar taarif k alawa kauno kaam nahi hai!..
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan:yara bike q tez kar di?
Sardar:barak fail ho gaia hai
Is pe pehale k acident ho ghar punch jate hain.
Pathan:aur teez kar or tez
by Sabir shah (few years ago!)
Agr Fursxxaat Ke Lamhoo Mein
Mujhaay Yaaad Kartaay HoToh
Mujhaay Yaad Maat Karnaah
Mai Tanhaa Zaroor Hu Magaar Fizzzul Nahi.
by Mazhar Khan (few years ago!)
All Husbands are like Bluetooth….
Always connected when wife is around…
But
The moment wife is Away,
They Automatically start searching for the new Devices.. !!
by A. Sami (few years ago!)
be-izzati
or biwi
ek jaisi hoti hein..
achi tab hi lagti hay, jb doosray ki ho. :-
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Sardar Jungle Se Guzar Rha Tha
K Us Ne Daikha K
1 Sanp Drakht Par Latka Hua Hai…
Sardar:
NIDDO Piya Karo…
Sirf Latakne Se Height Nai Barhti;-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek khoobsoorat si larki bus stop per khari bus ka intezaar ker rahee thee. Paas kharey ek nojawan ney usey dekh ker fiqra kasa, “chand to raat mein nikalta hey, dopeher mein kis tarah?”
Larki ney foran jawab diya, “Ullu to raat mein bolta hey, din mein kaisey?”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan: Aj Me Bus Ke Peache Ghar Tak Bhagta Huwa Aya Ho
Or Kirye Ke 20 Rupe B Bacha Lie.
2sra Pathan:
Tum Bhut Bewakoof Ho Rikshe Ke Peache Bhagte
To 80 Rupe Bach Jate. :
by Abdul Hannan (few years ago!)
Larka parfum laga k bus me charha,
larki ne comment pas kia,
aj kal mortein supre ka use zayada hota hai.
Larka: pher bi makhain pecha nai churtien
by Sabir shah (few years ago!)