Khudkushi
'Pagal Khanay Ka Incharge:
Aap Theak Hain, Is Liye Aapko RELEASE Kya Ja Raha Hai.
Magar Afsos K Kal Jis Pagal Ko Aapne Swimming Pool Mai Doobnay Se Bachaya Tha,
Aaj Usne Phanda Daal Kar Khud-Kushi Karli.
Pagal: Us Ne Khudkushi Nahi Ki Hai.
Woh To Maine Usay Taang Diya Tha Sukhanay K Liye.'
by Asim Raza (few years ago!) / 1123 views
Similar Jokes
Aik Memon Ne Apna Nayaa GHAR Construct Kia
Construction Ke Baad Ooper Walay Portion Per PAINT Karaaya……….
AUR Neechay Waaley Portion Per Likh Dia………….
“SAME AS ABOVE”
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:ye kon sa tense hai?
Pakisan or india me corruption khatam ho jae ga.
Student:future impossible tense.
by Sabir shah (few years ago!)
1 Larki Se 1 Larke Ne Dil Manga
To Larki Ne Kaha Kal Dungi
Next Day Larki Apne Sath Bacha Le Kar Ai
Or Larke Ko De Diya
Larke Ne Pucha Ye Kyun…?
To Larki Ne Kaha
.
.
.
Dil To Bacha Hai Jee
by Mazhar Khan (few years ago!)
athan Interview Dene Gaya Office k gate per ja k bola:
May I come In Sir ?
OFICER: Wait Plz
Pathan: 80 KG
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
A phatan joined Army & was given a Gun.
Phatan: Sir, is ki naali apni taraf rakhun ya dushman ki taraf?
Major: kisi bhi taraf rakh le faida mulk ka hi ho ga
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sardar bar me ro raha tha. Bartender: Kyo ro rahe ho?
Sardar: Aur kya karu??
Jis ladki ko bhulana chahta hun uska naam hi yaad nahi aata.
by Pak101.com (few years ago!)
Krish: Doctor ne mujhe kaha tha ki woh do hapte mein mujhe pairo par khada kar dega!
Jack: Accha kya who aisa kar paya?
Krish: Ha uska bill chukane ke liye mujhe apni car jo bechni padi.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Makhi Ki Halat Bht Khrab Thi,
Wo Doctor K Pas Gai
Doctor:
Kya Hua?
Makhi:
Bas 1 Memon Ki Chai Me Gir Gai Thi
Ullu K Patthy Ne Chos Chos K Bura Haal Kr Dia.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Bhakt-Baba Koi aisa job batao,jaha mujhe kam na karna pade,Log apna kam khud kare aur mujhe paise bhi de. SWAMIJI-Ja beta,SULABH SHOUCHALAY me Naukri kar le..
by Pak101.com (few years ago!)
STU:Sr sb log HINDI ENG. me bolte hai MATHS me
kyo ni bolte?
........
TCHR:Jyada 3 5 na kr
9 2 11 ho le
Ni to 4 5 dhr dunga to
6 k 36 dikhne lgenge.....
by Tanveer Hussain (few years ago!)