Forums > Religion > Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Subject : Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Bhaio ye topic hazart ali k aqawal k lye bana raha hun plz yahan sub hazrat ali k qaoul post karen. Shukria

no likes.

Posted on November, 22 2014 06:50:34 PM


Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Apne nafs par bharosa karne wala halakat me para rahta hai.
Har aik neko kar manos aur har aik naumeed shaks mayos rahta hai.

no likes.

Posted on March, 03 2015 07:51:30 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Har aik mutakabr haqeer o khawar aur har aik fana hone wali cheez hech aur be aitbaar hai

no likes.

Posted on March, 03 2015 07:52:55 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Wo shakhs jo har aik se khush rahe kisi k sath jhagra fasaad na rakhe wo aaram me rahta hai aur har aik bari shakhs saheeh salamat rahta hai

no likes.

Posted on March, 03 2015 07:54:48 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Har aik khuda ta'la ka muteh aur farmanbardar ba izat rahta aur har aik na farman gunahon me mubtla hota hai.

no likes.

Posted on March, 03 2015 07:56:20 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Har aik naadan fitne me parta aur har aik aqal mand ghamgeen rahta hai. Hazrat ali r.a

no likes.

Posted on March, 03 2015 07:57:32 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Har aik aafiyat o aaram ka anajam bala musibat aur har aik sakhti taqleef ka anjam kashaish aur rahat hai.

no likes.

Posted on March, 04 2015 06:50:23 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Har aik shumar shuda cheez kam aur har aik khushi aik na aik din kharaab ho jati hai hazrat ali r.a

no likes.

Posted on March, 04 2015 06:51:50 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Har aik jamyiat ka anjaam tafarqa aur judai aur har aik wo cheez jis k ane ki umeed ho wo aai k aai . . . . .

no likes.

Posted on March, 04 2015 06:55:32 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Har aik talab gar khud matloob ban jata aur har aik wo shakhs jo shar ki waja se ghalib aae akhir maghloob ho jata hai

no likes.

Posted on March, 04 2015 06:57:27 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Farman e hazrat ali r.a har aik munafiq shaki aur mureeb aur har aik ane wali cheez qareeb aur nazdeeq hai .. . . .

no likes.

Posted on March, 04 2015 07:01:13 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Har aik qareeb cheez nazdeeq . Dunia ka tamam nunafa sarasar khasara aur har aik neki ahsan hai . . .

no likes.

Posted on March, 04 2015 07:05:37 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jo chez guzar jae wo is tarah ho jati hai k goya us ka wajood hi na tha aur jo cheez aane wali hai us ka ana aisa yaqeeni hai k goya wo wojod me aa gai hai

no likes.

Posted on March, 04 2015 07:22:23 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Har aik buland martba shakhs par log hasad kia karte hain. Har aik cheez apni jins ki tarf mail hoti . Hazrat ali r.a

no likes.

Posted on March, 04 2015 07:24:35 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Har aik shae apni zid aur mukhalif cheez se nafrat pakarti hai hazrat ali Razi Allah ho anhu. . . . . . . .

no likes.

Posted on March, 04 2015 07:28:17 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Har aik admi apni misla ki taraf mail karta aur har aik parinda apne hum shakal ki taraf jhukta hai. Hazrat ali r.a

no likes.

Posted on March, 04 2015 07:30:07 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Har aik ilam jis k sath aqal na ho wo gumrai aur har aik izat jis k sath deendari ka khayal na ho wo zilat aur khawari hai.

no likes.

Posted on March, 04 2015 07:34:59 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Har aik din dosre din ki tar pehchanta aur har aik insan apni zuban aur hath k juram se ma khooz hota hai. . .

no likes.

Posted on March, 04 2015 07:36:41 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Taqdeer k siwa tamam chezon k lye koi na koi hela aur dawa hai. Aur qanaat ikhtiyar karne aur zabqza me pori ghana hai.

no likes.

Posted on March, 04 2015 07:38:48 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Har aik admi apni maut ko aik din pane wala hai aur har aik dushwar cheez mushkil se hi hath ati hai .hazrat ali r.a

no likes.

Posted on March, 04 2015 07:40:12 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Khuda ta'la k siwa har aik cheez jo wahid aur aik kehlae wo nahayat qaleel aur Allah jal lalalohu k swa har aik izat wala zleel hai

no likes.

Posted on March, 04 2015 07:42:10 AM