Forums > Religion > Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Subject : Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Bhaio ye topic hazart ali k aqawal k lye bana raha hun plz yahan sub hazrat ali k qaoul post karen. Shukria

no likes.

Posted on November, 22 2014 06:50:34 PM


Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Aqal mand ka bura kam jahil k ache kam se behter hai. Shahwat parast admi ka nafas mareez aur us ka dil bemar hai.

no likes.

Posted on March, 02 2015 11:53:31 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Aqal mand shakhs tujh se us waqt qatah taluq kare ga jab k tere milaap ki koi tadbeer use maloom na ho gi.

no likes.

Posted on March, 02 2015 11:55:10 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Apni hirs ko chota kar aur jo rozi tere haq me muqadar ho chuki hai us pe tehra rahe is par qanat kar ta keh to apne deen ko mehfooz rakhe

no likes.

Posted on March, 02 2015 11:57:05 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Apni umeedon ko chota kar maut k achanak aa jane se dar aur neak kam karne mein jaldi karo.

no likes.

Posted on March, 02 2015 11:58:50 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Baten kam kia karo aur umeeden choti kar de umeedon ko kam kar de ta keh tere amaal khalis ho jaen.

no likes.

Posted on March, 02 2015 12:00:58 PM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Apne nafson ko hisaab ki qaid me muqeed rakho aur un ki mukhalfat karne se in par ghalib aa jao.

no likes.

Posted on March, 02 2015 12:02:32 PM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Thori si dunia bi bahut si akhrat ko barbaad kar deti hai hazrat ali razi Allah ho anho. . . . . . .

no likes.

Posted on March, 02 2015 12:08:06 PM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Khuda k toheed aur us k sifaat
Haq subahna ho ko bilhaz ilam tamam chezon se qurab hasil hai aur kisi k sath koi lagao nai wo sub se door hai aur kisi shaie se juda bi nai.

no likes.

Posted on March, 02 2015 12:10:41 PM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Apne emaan ko yaqeen k sath mazboot karo kiun k yaqeen deen ka behtreen juzwo hai. .Hazrat Ali R.a

no likes.

Posted on March, 02 2015 12:16:04 PM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Apni umeed ko chota kar kiun k teri maut nahayat nazdeek hai. Hazrat Ali razi Allah ho anhu


no likes.

Posted on March, 02 2015 12:17:28 PM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Apni khawahish ko ilam k sath aur ghazab ko hilaam k sath maar daal. hazrat Ali razi Allah ho anhu

no likes.

Posted on March, 02 2015 12:18:57 PM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Apne faraiz ko ada karna nahayat achi khaslat aur behtreen sharafat hai. hazrat Ali Razi Allah ho anhu

no likes.

Posted on March, 02 2015 12:20:22 PM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Logon k sath is tarah maumla kar k in k akhlaaq k qareeb ho jae ta keh in ki sharaarton aur fareebon se bacha rahe.

no likes.

Posted on March, 02 2015 12:21:53 PM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Bastgi zubaan ki burai behoda goi k zakham karne se kai darje behter hai. Hazrat Ali Razi Allah ho anhu

no likes.

Posted on March, 02 2015 12:23:23 PM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Shahwat ka muqabla is tarah kar k is ko jar se akheer daal is sorat me zaroor kamyab rahe ga.

no likes.

Posted on March, 02 2015 12:24:36 PM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Ahl e khair o neak logon ka sath karta ta keh to un me shmar ho aur shareron se door rahe ta keh un se juda aur barkanar ho

no likes.

Posted on March, 03 2015 06:56:26 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Umeedon ko chota kar kiun k umer nahayat choti hai. Aur neki k kam kar kiun k thori bi bahut hai.

no likes.

Posted on March, 03 2015 06:57:55 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Zindagi ki jar hussan taqdeer aur us ka madar hussan tadbeer hai. Hazrat ali r.a

no likes.

Posted on March, 03 2015 06:59:17 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Ghuse k waqt hilam aur burdbari ki quwat badla lene ki quwat se behter aur afzal hai ;

no likes.

Posted on March, 03 2015 07:01:22 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Larai me zira poshon ko aage aur jin k badan pur zira nai un ko peche rakho aur neche uper k daant milae raho kiun k is tarah talwaren sar se achat jati hain.

no likes.

Posted on March, 03 2015 07:06:07 AM