Forums > Religion > Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Subject : Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Bhaio ye topic hazart ali k aqawal k lye bana raha hun plz yahan sub hazrat ali k qaoul post karen. Shukria

no likes.

Posted on November, 22 2014 06:50:34 PM


Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Aae shakhs to apni halat par kis tarah baqi rah sakta hai ha lankeh zamana tere halat badalne ki fikar me laga hnwa hai

no likes.

Posted on March, 09 2015 06:51:57 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Tu maut ko kis tarah bholta hai halankeh us k nishan tujhe har waqt yad dila rahae hain hazrat ali r.a

no likes.

Posted on March, 09 2015 06:53:44 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Wo shakhs apne mukhalfon ki judai par kis tarah sabar kar sakta hai jo hikmat aur ilam o deen se behra mand ho.

no likes.

Posted on March, 09 2015 06:55:14 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Wo shakhs apni shahwat se kis tarah bach sakta hai jo asamat se mehroom ho. Hazrat ali r.a.0. . . . .

no likes.

Posted on March, 09 2015 06:56:31 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Wo shakhs jis ka yaqeen thek na ho wo khuda ta'la ki taqdeer par kis tarah razi ho sakta hai. Hazrat ali r.a

no likes.

Posted on March, 09 2015 06:57:47 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jis shakhs ka deen thek na hu us ki halat kiun kar darust ho sakti hai.jo shakhs apne ap ko na jane wo dosre ki qadar kiun kar malom kar sakta hai

no likes.

Posted on March, 09 2015 06:59:43 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jo shakhs apne ap ko gumrah kare us ko koi dosra shakhs kis tarah rah par la sakta hai. Hazrat Ali r.a

no likes.

Posted on March, 10 2015 06:46:37 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jo shakhs apni nafsani khawashon ko na mare wo haqeeqat zahd tak kaise punch skta hai. Hazrat ali r.a

no likes.

Posted on March, 10 2015 06:47:42 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jis shakhs par nafsani khawashen galib hon wo hadayat kiun kar pa sakta hai hazarat ali r.a . . . . . .

no likes.

Posted on March, 10 2015 06:48:54 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jis k dil me dunia ki muhabbat bhari hai Allah ki muhabbat ka dawa kiun kar kar sakta hai. Hazrat Ali r.a . . . . . . .

no likes.

Posted on March, 10 2015 06:50:13 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jo shakhs makhloq se mutawhsh aur mutnafir na ho khuda k sath kaise manos ho skta hai .hazrat ali r.a

no likes.

Posted on March, 10 2015 06:51:40 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jis shakhs se khuda wand ta'la na khush ho wo dunia ki lazat kiun kar pa sakta hai. Hazrat ali r.a. . . . . . . . . . . . .

no likes.

Posted on March, 10 2015 06:52:56 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jis shakhs k lye tofeeq e ilahi moawin aur rafeeq na ho wo ibadat se faida kaise utha sakta hai

no likes.

Posted on March, 10 2015 06:54:11 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jo shakhs haq k qareeb aur us k sath mutsil na ho wo batil se kis tarah door aur juda ho sakta hai. Hazrat ali r.a

no likes.

Posted on March, 10 2015 06:55:41 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jis shakhs ka khuda par tawaqal theek na ho wo hirs ki taqleefse kaise nijaat pa sakta hai. Hazrat ali r.a

no likes.

Posted on March, 10 2015 06:57:00 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jis shakhs ko naseehat aur ruswai se lazat hasil ho wo naseehat se kaise nafa utha sakta hai. Hazrat ali r.a

no likes.

Posted on March, 10 2015 06:58:15 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Aae ghafil khuda k azab k achank aa jane se to kaise bakhair hai jab k to us ki nafrmanion me aisa doba hai k to us k azab k ala darje ka mustahiq ho chuka hai.

no likes.

Posted on March, 10 2015 07:02:39 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Us shkhs ki halat kaisi kharb aur radi hai jis ki zindagani goya maut sehat bamanzla marz aur us ki jae panah khofon aur khatron ka ghar hai.

no likes.

Posted on March, 10 2015 07:04:37 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Insan ki bulandi aur rifat shan k lye ilam kafi aur us k zaya aur barbad hone k lye jahat wafi hai

no likes.

Posted on March, 10 2015 07:05:52 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Apne nafas ko qabo me rakhne k lye qanat kafi aur us ki halakat k waste hirs wafa hai. Hazrat ali r.a. . . . . . . . .

no likes.

Posted on March, 10 2015 07:07:11 AM