Forums > Religion > Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Subject : Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Bhaio ye topic hazart ali k aqawal k lye bana raha hun plz yahan sub hazrat ali k qaoul post karen. Shukria

no likes.

Posted on November, 22 2014 06:50:34 PM


Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Agr admi apne aaibon par nazar rakhe to dosron k aaib tatolne se mahfooz rahe aur yeh us marz k waste nahayat umda ilaj hai

no likes.

Posted on March, 11 2015 06:58:05 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Agr insan apne gareeban me munh jhank k dekhe to dosron ki nukta cheenion se bacha rahe be shak ye is bemari ki hatmi dawa hai

no likes.

Posted on March, 11 2015 06:59:33 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Aqal mandon k lye un ki tajarba ki howi chezon me ibrat hasil karne ka pora namona majood hai.

no likes.

Posted on March, 11 2015 07:00:47 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Aqal walon k lye ibrat ka sabaq lene k waste un ki malomat me kafi zakhira hai. Hazrat ali r.a. . . . . . .

no likes.

Posted on March, 11 2015 07:02:11 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Agr alim apne ilam par amal na kare to wo bara jahil aur nadan hai. Dunia ki guzashta waqiat aur us k halat k lye pora naqsha hai

no likes.

Posted on March, 11 2015 07:03:44 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Apne aibon ko na janna nahayat kamil jahalat hai aur logon k wo aib dekhma jo apne andar mojod hon aur apne ap ko nazar na aen bahut bari be samjhi aur gabawat hai

no likes.

Posted on March, 11 2015 07:05:43 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Apne maqasid hasil karne me miana rawai ikhtiyar karna aur un k hasool k waste jaiz mashroh tareeqon ka pabnd rahna nahayat nadani aur aaqal mandi ki bat hai

no likes.

Posted on March, 11 2015 07:07:55 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Zulam nematon k door karne aur azab lane k lye nahayat kamil zaria hai. Sarkashi nematon k sabab karne k waste kafi hai

no likes.

Posted on March, 11 2015 07:09:37 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Khuda ta'la ki taqd3er par na khush hona nahayat taqleef ka bais aur us k hukam par razi rana kamal gana ka mojab hai

no likes.

Posted on March, 11 2015 07:11:11 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Admi ki ye bari aqal mandi hai k apni nafasni khawishon par galib aa jae aur apniaqal ko qabo me rakhe hazrat ali r.a

no likes.

Posted on March, 11 2015 07:12:50 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Admi ki bari saadat mandi hai k dunia fani ki cheezon se yaksoi ikhtyar kare aur akhrat ki daim aur baqi rahne wali cheezon ka aashiq ho jae.

no likes.

Posted on March, 11 2015 07:14:53 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Admi ki ye bari aqal mandi hai k apni nafsani khawashon par galib aa jae aur apni aqal koqabo mein rakhe.t. . . . . , .

no likes.

Posted on March, 11 2015 07:19:41 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Admi ki ye kamal jahalat hai k apne aaib to maloom na kare aur logon par aisi baton ka taan rakhe jo khud nai chor sakta.

no likes.

Posted on March, 11 2015 07:21:27 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Admi k bri gumrai hai k logon ko nek kam btale aur khud un k pas na jae aur buri btaon se un ko manah kare lakin ap un se baz na ae

no likes.

Posted on March, 11 2015 07:23:10 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Admi ki ye kamal ghaflat hai k apni umer un kamon mein barbad kare jo us ki najaat k lze kuch mufeed nai

no likes.

Posted on March, 11 2015 07:27:21 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Admi ki ye bari aqal mandi hai k apne ayoob se wakif ho aur apne matalib k hasl karne me mayana rawi ikhtayr kare.

no likes.

Posted on March, 11 2015 07:28:55 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Adab sikhane me ye bat nahayat kafi aur mufeed hai k admi ko jo kam dosron ko bura malom ho us se barkanar aur alag rahe.

no likes.

Posted on March, 11 2015 07:33:35 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jab tujhe malom ho k to jhota hai to ye bat hi tere nafas ko malamat karne k lye kafi hai hazrat ali. . . . . . . . .

no likes.

Posted on March, 11 2015 07:36:20 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Wo aqal jis se to hadayat aur gumrahi me tameez kar sake nahayat kamil aur kafi hai. Hazrat ali razi Allah ho anhu

no likes.

Posted on March, 11 2015 07:40:07 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Nafas k sath jahad karne k lze ye bat kafi hai k to hamesha maghloob rakhe aur us ki khwaish pora karne me us k sath larta rahe

no likes.

Posted on March, 11 2015 07:42:12 AM