Forums > Religion > Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Subject : Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Bhaio ye topic hazart ali k aqawal k lye bana raha hun plz yahan sub hazrat ali k qaoul post karen. Shukria

no likes.

Posted on November, 22 2014 06:50:34 PM


Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Tahqeeq bure kam is kasrat se zahoor pazeer hain k ab in k karne se kisi ko haya nai ati. Hazart ali r.a

no likes.

Posted on December, 29 2014 08:02:46 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Aur beshak jhot is qadar phail gaya hai k ab aise log kam hain jin ki baat qabil e aaitbaar ho aur us ko in naqal kar sakaen

no likes.

Posted on December, 29 2014 08:04:27 AM

FarhanHassan


Age: 33 Male
4408 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Hazrat ALI a.s ne eid k din ro ro k bura haal kar liya.Naye kapre na pehne aur sookhi
roti khane lagey. Kisi ne poocha k aaj to EID hai aap ne koi tayyari nahi ki. Aap ne farmaya k
eid to unki hai jinko ALLAH SUBHAN-A-
HU-WA TAALA ne muaf kar dia


no likes.

Posted on December, 29 2014 09:09:47 AM

FarhanHassan


Age: 33 Male
4408 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Jub meri DUA kabol ho tu mein khush hota houn
k is main meri marzi hai aur
Jub kabol na ho tu mein aur khus hota
houn
k ye ALLAh ki marzi hai
( Hazrat ALI a.s )

no likes.

Posted on December, 29 2014 09:11:42 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Hikmat k sath aur haibaat na kami k sath maqron hai. Haya mahromi k sath aur koshsh kamaybi k sath maqron hai.

no likes.

Posted on December, 29 2014 10:02:10 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Janab am3er ul momneen ne farmaya k dil ki umeeden bahut kam pori hoti hain aur adbaar mubdl yaqabal kam hota hai.

no likes.

Posted on December, 29 2014 10:03:53 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Ahsan k phailane me zaban bahut kam insaf karti hai aurt badshahun aur khainun ki dosti bahut kam baqi rahti hai

no likes.

Posted on December, 29 2014 10:05:31 AM

shadabnaqvi2


Age: 31 Male
3960 days old here
Total Posts: 1923
Points : 135

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Jub meri DUA kabol ho tu mein khush
hota houn
k is main meri marzi hai aur
Jub kabol na ho tu mein aur khus hota
houn
k ye ALLAh ki marzi hai
( Hazrat ALI a.s )

no likes.

Posted on December, 29 2014 02:27:00 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5004 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Ager kush rehna chatey ho tu na to umeed rekho ur na hi shawaka kero ( Hazrat ALI R. A)

Sab se bari khayanat apni Qaum se Ghaddari hai ( Hazrat ALI R. A)

no likes.

Posted on December, 29 2014 06:50:37 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5004 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Koi mumlikat Kufer ke saath to chal sakti hai magar na insaafi ke saath nahi ( Hazrat ALI R. A)

Masaib Ka Muqabla Sabar Se Aur Naimaton ki Hifazat Shukar Se Karo ( Hazrat ALI R. A)


no likes.

Posted on December, 31 2014 10:42:19 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5004 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
It is a duty of a ruler to select for the people what he selects for himself ( Hazrat ALI R. A)

To fight against one's desires is the greatest of all fight. ( Hazrat ALI R. A)

no likes.

Posted on January, 02 2015 06:41:07 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5004 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
zindagi ustad se ziada sakht hoti hai, ustad sabaq de kr imtehan laita hai aur zindagi imtehan le kar sabaq deti hai.
(Hazrat ALI R. A)

no likes.

Posted on January, 05 2015 08:14:40 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5004 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Lambi umeedoon se perhaiz kia karo, kyon k yeh dosri naimtoon ko Tumhari nazar mai haqeer bana deti hain aur tum unki shukar guzari nahi kertay.
HAZRAT ALI (R.A)


no likes.

Posted on January, 07 2015 06:06:52 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5004 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Jahan Sadaaqat aur Khuloos Nazar Aaye Wahaan Dosti Ka Hath Barhao Warna Tumhari TANHAEE Tumhari Behtreen Saathi Hai.
( Hazrat Ali R. A. )


no likes.

Posted on January, 09 2015 07:52:36 PM

shadabnaqvi2


Age: 31 Male
3960 days old here
Total Posts: 1923
Points : 135

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Acha Dost Kitni Dafa Hi Kiyon Na Ruth Jaye Usay Mana Lena Chahiye!
Kiyon K Tasbi K Daney Kitni Dafa Hi Kiyon Na Bikhrein Chun Liye Jate Hain!

no likes.

Posted on January, 10 2015 09:33:34 AM

Maliksheraz


Age: 36 Male
4380 days old here
Total Posts: 1065
Points : 15

Location:
attock, Pakistan

Status : Offline
3 Insan 3 chezon se mehroom rahenge
1.Ghusay wala Durust faisly se
2.Jhoota Izzat se
3.Jald baaz Kamyabi se.

no likes.

Posted on January, 10 2015 11:15:06 AM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5004 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Kabi b kamyabi ko dimagh mein aur nakami ko dil mein Jaga na dena Q k Kamyabi Dimagh mein Takabbur aur Nakami dil mine Mayusi peda kr Deti hi
HAZRAT ALI (R.A)


no likes.

Posted on January, 10 2015 05:59:05 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5004 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Hazrat Ali KARAM ULLAH WAJHU NE FARMAYA,
IKHLAQ KI QEEMAT KUCH NAHI DAINE PARTI MAGAR USS SE HAR CHEZE KHARIDI JA SAKTI HAI


no likes.

Posted on January, 25 2015 03:03:00 PM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jald baz ki rahe bahut kam darusat hoti aur badshahon ki dosti bahut kam baqi rahti hai.

no likes.

Posted on March, 02 2015 07:24:26 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Wo thori c cheez jis ko dawam ho is bahut c cheez se behter hai jis k lye zawal ho. . . . . . . . . .

no likes.

Posted on March, 02 2015 07:26:11 AM