Forums > Religion > Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Subject : Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Bhaio ye topic hazart ali k aqawal k lye bana raha hun plz yahan sub hazrat ali k qaoul post karen. Shukria

no likes.

Posted on November, 22 2014 06:50:34 PM


Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Aqal aur adab k siwa sharafat k tmam asbab khatam ho jate hain. Har aik admi qayamat me apne amaal ko dekhe ga aur us ka badla pae ga

no likes.

Posted on March, 06 2015 06:46:16 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Har aik cheez ka dastoor hai k jab wo utar jae aur kam ho jae to us ki izat hoti hai. Magar ilam jitna ziyada ho utni hi us ki ziyada qadar hoti hai

no likes.

Posted on March, 06 2015 06:48:12 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Har aik nemat jis me logon k sath neak salooq kia jae wo zawal se mamoom aur halakat aur barbadi se mahfooz o masoon rahti hai

no likes.

Posted on March, 06 2015 06:52:28 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Har aik wo dosti jo Allah Ta'la ki raza mandi k siwa kisi aur bat par mbni ho wo gumrahi aur us par bharosa karna tabahi ka bais hai.

no likes.

Posted on March, 06 2015 06:54:17 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Dunia k tamam halat me beqarai auriztarab aur yahan ki mamlook cheezen hath se jane wali aur ye khana kharab hain

no likes.

Posted on March, 06 2015 06:56:01 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Har aik bartan ka dastor hai k jb us ki miqdar k mawafiq us me koi cheez bhar di jae to wo tanag hojata .

no likes.

Posted on March, 06 2015 06:57:26 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Us me aur chez sama nai skti magar ilam ka bartan yani sena ilam k ziyada hone se tang nai hota blkeh jitna ilam bartha jae utana sena khulta hai.

no likes.

Posted on March, 06 2015 06:59:40 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Har aik neek kam jis me Allah Ta'la ki raza mandi maqsod na hn to us ki mahrak aur bais ria kari aur us ka samar aur phal bri saza aur azab me girftari hai

no likes.

Posted on March, 06 2015 07:02:33 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Dunia ki har aik mudat khatam hone wali aur us me jitne zinde hain sub par maut aur fana ane wali hai.

no likes.

Posted on March, 06 2015 07:04:00 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Bahut se bare bare maldar aise hahowe hain
k un ko zamane ne faqeer aur haqeeq kar dia .hazrat ali r.a

no likes.

Posted on March, 06 2015 07:07:56 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Bahut se zaleel logon ko un ki aqal ne maghaz aur ba itbaar bna dia . Aur bahut se izat walon ko un ki jahalat ne zaleel o khawar kar dia

no likes.

Posted on March, 06 2015 07:09:37 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Bahut se log aise hain jo aqal k sath aseer aur khawahsh e nafsani k waqt us pe hakim aur ameer hain.

no likes.

Posted on March, 06 2015 07:10:57 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Bahut se ghani aur maldar aise hain k koi un ki parwah nai rakhta aur bahut se faqeer aise hain k har koi unka muhtaj hota hai.

no likes.

Posted on March, 06 2015 07:12:39 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Bahut si nematen aisi hain k zulam un ko masloob kar deta hai aur bahut si janen aisi hain k sirf aik sukhan se un k khon girae jate hain

no likes.

Posted on March, 06 2015 07:14:22 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Bahut se insan aise hain k in ki zuban ne un ko halak kar dia aur bahut se admi aise hain k ahsan ne un ko gulam bana dia.

no likes.

Posted on March, 06 2015 07:16:14 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Bahut se log aise hain k jo apni tareef par aashiq aurfareefta hain aur kai ashkhas aise hain jo apni madah k sheda hain

no likes.

Posted on March, 06 2015 07:18:51 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Bahut se luqme aise hote hain k aainda kai roz tak khane ki nemat se mahroom kar dete hain. Hazrat ali r.a

no likes.

Posted on March, 06 2015 07:20:26 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Aur kahi lazaten aisi hoti hain k bulnd darje hasil karne se maniah ho jati hain. Hazarat Ali Razi Allah ho anhu

no likes.

Posted on March, 06 2015 07:22:09 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Bahut si umeeden aisi hoti hain k un me nakami pesh ati hai. Aur kai gum shuda cheezen aisi gum hoti hain k wapas nai aten

no likes.

Posted on March, 06 2015 07:23:53 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Bahut se rozi k talab gar aise hain k jo us se mahroom hnte hain aur bahut se aise hain k wo talash nai karte magar un ko ghar bethe bithae mil jti hai

no likes.

Posted on March, 06 2015 07:25:46 AM