Forums > Religion > Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Subject : Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Bhaio ye topic hazart ali k aqawal k lye bana raha hun plz yahan sub hazrat ali k qaoul post karen. Shukria

no likes.

Posted on November, 22 2014 06:50:34 PM


Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Beshak dunia apne makroo fareeb k sath aahista aur apne zeeb aur zeenat k sath logon ko dokhe me daal rahi hai.

no likes.

Posted on December, 19 2014 08:00:49 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Beshak akharat apne zalzalon k sath nazdeek aa gai hai aur apne seene k bal baith gai hai. Yani jis tarah aunt bethta hai ais tarah baith gai hai aur nayat qarb k lihaz se goya abi moojd ho gai hai.

no likes.

Posted on December, 19 2014 08:03:05 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Beshak logon ko apni nijat aur khalasi ki soorat talash karne k lye muhlat di gai hai aur seedha rasta btaya gaya hai. Aur kuch mudat k baad hawadas k ghar se qabar ki taraf rawana kiye gae aur is k bad hisab k maqam me pesh kiye jaen ge aur wahan in k hujat qaim ho jae gi.

no likes.

Posted on December, 19 2014 08:08:06 AM

mazharkhan


Age: 28 Male
4242 days old here
Total Posts: 4026
Points : 1924

Location:
Mehar 76330, Pakistan

Status : Offline
Bhot Aala..Sabirshah ! Keep it and Mujhe Bhot Khushi hoe hai ke ap Islamic topics ko bhe time de rhe hen
Thanks Again


no likes.

Posted on December, 19 2014 08:14:23 AM

shadabnaqvi2


Age: 31 Male
3999 days old here
Total Posts: 1923
Points : 135

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
tum ksi ko chaho wo tum ko thukra
dey yeh os ke badnasebi hey,koi tum
ko na chahey tum os ko zbrdsti apna
banana chaho yeh tery nfs ke zilt
hy:Hazrat Ali

no likes.

Posted on December, 19 2014 09:21:02 AM

shadabnaqvi2


Age: 31 Male
3999 days old here
Total Posts: 1923
Points : 135

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Wo Jis Ne Apne Nana ka Wada Wafa
Kar diya Ghar ka Ghar
Sapurd_E_KHUDA Kar diya Nosh kar lia
Jis ne Shahadat ka Jaam Us "Hussain
Ibne Ali" Par Lakhon Salam...

no likes.

Posted on December, 19 2014 09:22:39 AM

FarhanHassan


Age: 33 Male
4447 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Baatil kay saamnay na jhuka’ay jo
apna sar…. Samjho keh uss kay zehen
ka Maalik Hussain (as) hay…! Gud
mrning nd Ya Ali(a.s) Madad.

no likes.

Posted on December, 19 2014 09:23:02 AM

FarhanHassan


Age: 33 Male
4447 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Koi tmhra dil dukhay to naraz na hona
Q k ye qudrat ka Qanun ha K jis drakht
k pas ziyada metha phal hota he Usey
log ziada PATHR marte hn. HAZRAT ALI

no likes.

Posted on December, 19 2014 09:24:08 AM

shadabnaqvi2


Age: 31 Male
3999 days old here
Total Posts: 1923
Points : 135

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
JAB TUMHAIN KHUSHYAN MILNY
LAGAIN TOU 3 CHEZON KO NA BHOOLO:
1) ALLAH KO
2) USKI MAKHLOOQ KO
3) APNI ASSLIAT KO

no likes.

Posted on December, 19 2014 09:28:02 AM

FarhanHassan


Age: 33 Male
4447 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Jo Tumhari "QADAR" Nahe Krta Tum
Uski Aur Bhe Ziada "QADAR" Kro, Qk
"ZINDGE" K Kisi Mor Par Use Tumhari
"QADAR" Ka "AHSAS" Zaror Hoga
Hazrat ALI (A.S)

no likes.

Posted on December, 19 2014 09:31:33 AM

shadabnaqvi2


Age: 31 Male
3999 days old here
Total Posts: 1923
Points : 135

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Zindgi man kbi halat k Sath samjhota
krna pare tu ghabrana mat "Dost"
Jhukta wohi ha Jis man Jan hoti ha
Akarna tu Mudy ki pehchan hoti ha
Hazrat ALI

no likes.

Posted on December, 19 2014 09:31:45 AM

shadabnaqvi2


Age: 31 Male
3999 days old here
Total Posts: 1923
Points : 135

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Agar rizq aqal-o-danish se milta tou
jaanwar aur bewaqoof zinda hii na
rehte … (Hazrat Ali r.a.)

no likes.

Posted on December, 19 2014 09:33:22 AM

FarhanHassan


Age: 33 Male
4447 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
!…Bata Rahi Hain Mojoud Dararrein,
Kaabay ki,,, *

!…Is Ghar Nay Buhat Tott
Ker Chaha Hay ALI (a.s) Ko…!

no likes.

Posted on December, 19 2014 09:34:21 AM

shadabnaqvi2


Age: 31 Male
3999 days old here
Total Posts: 1923
Points : 135

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
A Muslim – holds strongly to Islamic
principles, but yet is adaptable to
change when applying them in
response to contemporary issues and
challenges.

no likes.

Posted on December, 19 2014 09:35:20 AM

FarhanHassan


Age: 33 Male
4447 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Jahan Sadaaqat Or Khuloos Nazar
Aaye Wahaan Dosti Ka Hath Barhao
Warna Tumhari TANHAEE Tumhari
Behtreen Saathi Hai. ( Hazrat Ali )


no likes.

Posted on December, 19 2014 09:36:07 AM

FarhanHassan


Age: 33 Male
4447 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Aik Shakhs Ne Hazrat Ali Sey Poocha,
Q: Qarib Kya Hai? A: Qyamat Q: Or
Qareeb Ter? A: Maut Q: Ajeeb Kya HAi?
A: Duniya Q: Aur Ajeeb Tar? A: Talib-e-
Duniya Q: Wajib Kya Hai? A; Toba Q: Or
Wajib Tar? A: Gunah K Forun Bad Toba Q: Mushkil Kya Hai? A: Qaber Mein
Utrna Q: Or Mushkil Tar? A: ...


no likes.

Posted on December, 19 2014 09:37:45 AM

shadabnaqvi2


Age: 31 Male
3999 days old here
Total Posts: 1923
Points : 135

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Ho Ali Ke Naam Se Toofan Bhi Khauf
Khate Hain Jinhe Yakin Nahi Wo Doob
Jate Hain Farishte Qabr Me Kuch Aur
Poochhte Hi Nahi Zuban Pe Naam-E-Ali
Sun Ke Laut Jate Hain

no likes.

Posted on December, 19 2014 09:38:22 AM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5043 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Apka sacha dost hamesha apse bohat ziada larta ha lekin agr ap ek ansu b girao tu wo apke ansu rokne k liye pori dunia se lerta ha .

no likes.

Posted on December, 19 2014 05:53:55 PM

HAQ


Age: 26 Male
4379 days old here
Total Posts: 1277
Points : 36

Location:
Kahuta, Pakistan

Status : Offline
Apni soch ko pani sseh b zaida saaf shafaf rako.Q k jis trh pani k katroo seh derya bnta h ish trh socho seh Imanh bnta h

no likes.

Posted on December, 19 2014 06:38:22 PM

HAQ


Age: 26 Male
4379 days old here
Total Posts: 1277
Points : 36

Location:
Kahuta, Pakistan

Status : Offline
HAZRAT ALI R.A NEH FERMAYA Namaz ki fiker apni uper ferz kr lo,,Khuda ki kasam dunyia ki fiker seh azad ho jye gey ore kamyabi tumarey kadam chumey gi

no likes.

Posted on December, 19 2014 06:41:49 PM