Forums > Religion > Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Subject : Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Bhaio ye topic hazart ali k aqawal k lye bana raha hun plz yahan sub hazrat ali k qaoul post karen. Shukria

no likes.

Posted on November, 22 2014 06:50:34 PM


Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Dunia me neek kam karta k ganimat hath aae. Aur apni zuban ko darust rakhta k salamti aur nijat pae.

no likes.

Posted on March, 02 2015 08:14:07 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Shawat parast admi bad anjami aur sazaon me asees aur gunhagar shashs buraoin me mahoon aur giraftar rahta hai

no likes.

Posted on March, 02 2015 08:15:43 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Khuda ta'la ki taqdeer mazboot aur muhkam aur us ka ilam qatai aur mabraam (qatai) hai.

no likes.

Posted on March, 02 2015 08:17:30 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Agar kisi sawal ka jawab maloom na ho to us k jawab me la ilam kehna nisaf ilam hai.

no likes.

Posted on March, 02 2015 08:18:49 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Aisa bahut kam hota hai k jald baaz shakhs halak na ho aur aisa nahayat hi shaz o nadir hai k jo shakhs sabar kare kamyab na ho.

no likes.

Posted on March, 02 2015 08:20:38 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Aisa kam hota hai k sabir admi qudrat na pae aur aisa shaaz o nadir rahe k use nusrat aur fatah mandi hath na aae.

no likes.

Posted on March, 02 2015 08:22:09 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Har aik admi k qadar us ki aqal k mutabiq aur us ki izat us k fazal aur kamal k mawafiq hoti hai.

no likes.

Posted on March, 02 2015 08:23:43 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Har aik shakhs us cheez k qadar karta hai jo use achi maloom ho .
Kam bolna aib ko chupata aur lagrish se bachata hai.

no likes.

Posted on March, 02 2015 08:25:42 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Logon ki galtian kam maaf karna nahayat bura aaib aur kaminon k pas lapak kar jana bahut bara gunah hai.

no likes.

Posted on March, 02 2015 08:27:25 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Logon k sath galt malt kam rakhna deen ko mahfooz rakhta aur shareeron ki rafaqat se aaram bakhshta hai.

no likes.

Posted on March, 02 2015 08:28:50 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Thora sa ilam amal k sath bahut se ilam se jo budon ilam ho kai darja afzal aur behter hai.. . . .

no likes.

Posted on March, 02 2015 08:30:49 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Pehle andaza karo aur us k baad kaat pehle fikar karo us k baad bol aur pehle khob dekh bhaal le pher kam kar

no likes.

Posted on March, 02 2015 08:34:27 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Ahmaq ka dil us ki zubaan k peche aur aqal mand ki zuban us ki aqal k peche hoti hai. Hazrat ali r.a

no likes.

Posted on March, 02 2015 10:15:34 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Admion k dilon mein aik tarah ki mahshat hoti hai aur jis shakhs k sath un ko ulfat howas ki taraf mautawaja ho jate hain

no likes.

Posted on March, 02 2015 10:17:26 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Pak bandon k dil khuda e pak k nazar karne ki jagah hain pas jis shakhs ka dil pak ho khuda e pak us ki tarf nazar farmata hai.

no likes.

Posted on March, 02 2015 11:43:16 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Haq bat kaho ta keh ganeemat hath aae aur apne aamalon ko khalis karo ta keh saadat mandi dikhae

no likes.

Posted on March, 02 2015 11:44:55 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Apne nafas par qadir hona nahayat behtreen qudrat hai.

Tahseel ilam ko chorna talib ilmon ka bahana hai

no likes.

Posted on March, 02 2015 11:46:34 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Qatah raham nahayat buri khaslat aur qatah raham se raham se zawal nehmat hai. Hazrat ali r.a

no likes.

Posted on March, 02 2015 11:48:02 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Badkar admi bahut bura sathi aur bukhal ki bemari poshida hai hazarat ali r.a. . . . . . . . .

no likes.

Posted on March, 02 2015 11:49:37 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jahil se qatah taluq karna aqal mand k sath meail milaap rakhne k barabar hai. Hazrat Ali r.a

no likes.

Posted on March, 02 2015 11:51:36 AM