Forums > Religion > Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Subject : Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Bhaio ye topic hazart ali k aqawal k lye bana raha hun plz yahan sub hazrat ali k qaoul post karen. Shukria

no likes.

Posted on November, 22 2014 06:50:34 PM


Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Kisi ko apna dost banane se pehle us ka imtehan kar kiun k imtehan bhale bure k imtiaz k lye aik maiar aur kasoti hai.

no likes.

Posted on March, 03 2015 07:07:48 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Kisi k sath dosti karne se pehle us ki azmaish aur imtehan kar aur us kam me logon se madad le warna shareeron ka sath dene par majboor ho jae ga.

no likes.

Posted on March, 03 2015 07:09:43 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Dunia k thore maal k lye kuch baqa aur dawam nai aur jo ziyada ho to us k lye blaon se aman nai.

no likes.

Posted on March, 03 2015 07:11:08 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Mujrim k uzar ko qabool karna karam k asaar aur neak khasaal mein se hai. Hazrat ali R.A

no likes.

Posted on March, 03 2015 07:15:56 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Ane wali nematon ko shukar k qaid se mqeed karo kiun k agr wo nashukri k sabab zail ho gai toun ka wapas ana dushwar hai.

no likes.

Posted on March, 03 2015 07:17:42 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Yeh koi dastoor nai k jo cheez chali jae wo zaroor wapas aa jae .hazrat ali razi Allah anhu

no likes.

Posted on March, 03 2015 07:19:12 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Shariyat ka intazam 3 chezon se hai. Amrbimaroof
Nahi anil munkar
Hadein qaim karna. . . .

no likes.

Posted on March, 03 2015 07:20:55 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Dunia ki baaqa chaar cheezoon se hai
1.wo alim jo is ne ilam par amal kare next

no likes.

Posted on March, 03 2015 07:22:26 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Wo jahil jo ilam hasil karne se aar na kare.
Wo ghani jo apne maal ko faqeeron par kharach kare

no likes.

Posted on March, 03 2015 07:24:02 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Wo faqeer jo apni akhrat ko dunia k iwaz farookht na kare. Pas jab aalim apne ilam par amal na karen ge to jahil ilam hasil karne naak charahe ga

no likes.

Posted on March, 03 2015 07:26:09 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Aur jab dolat mand apne maal me bukhal karen ge to faqeer apni akhrat ko dunia k iwaz beech de ga.

no likes.

Posted on March, 03 2015 07:27:35 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Kam khana nafas ki bazurgi ka baais aur hamesha dandarust rahne ka maujib hai.

no likes.

Posted on March, 03 2015 07:29:03 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Apni umeedon ko chota karo.neak amal karne me jaldi karo aur maut k aachank aa jane se daro.

no likes.

Posted on March, 03 2015 07:32:02 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Rait k dil un k badsha k khazane hain .pas insaf ya zulam jo kuch un me doyat rakhta hai us ko pa leta hai

no likes.

Posted on March, 03 2015 07:37:31 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Yani us se jaisa bartao karta hai us ka nateeja dekh leta hai hazrat ali razi Allah ho anhu

no likes.

Posted on March, 03 2015 07:38:56 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Aik aqal mand shakhs maghmoom aur har aik airf mard mahmoom fikar mand rahta hai.

no likes.

Posted on March, 03 2015 07:40:16 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Har aik aalim shakhs khuda se khaif rahta aur har aik arif mard dunia se nafrat rakhta hai. . . . . .

no likes.

Posted on March, 03 2015 07:41:37 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Har aik qanaat karne wala ghani rahta aur har aik mutaxakal sb afton se bacha rahta hai.

no likes.

Posted on March, 03 2015 07:43:27 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Har aik lalchi blaaon me aseer aur har aik harees hamesha faqeer hai .hazrat ali r.a

no likes.

Posted on March, 03 2015 07:45:03 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4031 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Har aik hirs karne wala taqleef me rahta har aik sulah rakhne wala musebton se bacha rahta hai.

no likes.

Posted on March, 03 2015 07:49:44 AM