Forums > Religion > Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Subject : Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Bhaio ye topic hazart ali k aqawal k lye bana raha hun plz yahan sub hazrat ali k qaoul post karen. Shukria

no likes.

Posted on November, 22 2014 06:50:34 PM


rashidfarooqz


Age: 53 Male
5043 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Duniya Ek Dhalata howa Saya HaiI, Ager Ye tumharay Liye Baqi B Rahy tu, Tum Es K Liye Baqi Nahi Raho Gai

no likes.

Posted on December, 10 2014 06:03:23 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5043 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Zarorat k waqt Khuda ko yaad kernay wala dono soorato mein Khuda ko bhool jata hai aik zarorat puri honay par ya phir zarorat puri na honay par

no likes.

Posted on December, 11 2014 10:32:29 PM

HAQ


Age: 26 Male
4379 days old here
Total Posts: 1277
Points : 36

Location:
Kahuta, Pakistan

Status : Offline




no likes.

Posted on December, 12 2014 07:50:45 AM

shadabnaqvi2


Age: 31 Male
3999 days old here
Total Posts: 1923
Points : 135

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Aik Shakhs Ne Hazrat ALI a.s Sey Poocha,
Q: Qarib Kya Hai?
A: Qyamat
Q: Or Qareeb Ter?
A: Maut
Q: Ajeeb Kya HAi? A: Duniya
Q: Aur Ajeeb Tar?
A: Talib-e-Duniya
Q: Wajib Kya Hai?
A; Toba
Q: Or Wajib Tar? A: Gunah K Forun Bad Toba
Q: Mushkil Kya Hai?
A: Qaber Mein Utrna
Q: Or Mushkil Tar?
A: Amal K Bagair Utrna

no likes.

Posted on December, 12 2014 07:28:55 PM

shadabnaqvi2


Age: 31 Male
3999 days old here
Total Posts: 1923
Points : 135

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Apni zuban ki tezi us per mat azmao jis ne tumhen bolna sekhaya ( Hazrat ALI a.s )
-----------


no likes.

Posted on December, 12 2014 07:32:04 PM

shadabnaqvi2


Age: 31 Male
3999 days old here
Total Posts: 1923
Points : 135

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
"Sub se Ziyada Kamzor AADMI wo he Jo DOST ko HAASIL karne me Naakaam ho,Aur us se bhi Ziyada Kamzor Wo he Jo Haath aai howe DOST ko ganwa de"( Hazrat ALI a.s )


no likes.

Posted on December, 12 2014 07:33:44 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5043 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Momin woh nahi jiski mehfil pak hai, Momin woh hai jiski tanhai pak hai.

( Hazrat ALI R. A.)

no likes.

Posted on December, 12 2014 09:54:58 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5043 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Tera Sacha Dost Sirf Wohi Shaks Hai Jo Tery Sath Chaplosi Sy Pesh Na Aaey

( Hazrat ALI R. A.)

no likes.

Posted on December, 14 2014 07:39:55 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Logon k dil apni hadayat ki rah se ghafil. Apne pehre aur hisse se door apne maidan ko chor kar dosre maidan ko chalne wale hain.

no likes.

Posted on December, 15 2014 07:41:51 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Goya k inhun ne apna maqsood akhrat k siwa kuch aur samjh rakha hai aur ye soch liya hai k in ka hsa bus sirf dunia hai

no likes.

Posted on December, 15 2014 07:43:14 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Wo shaks saadat k hasil karne me kamyab hai jis ne ibadat ko khalis khuda ta'la ki khush nodi k lye ada kaia logon k neki karna aajzun muhtajun ka hath pakrna aur mahman ko khana khilana .siyawat aur sardari k asbab hain

no likes.

Posted on December, 15 2014 07:46:46 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Shareef ki muhtaji auqtp fakar kameene ki dolat mandi aur maldari se achi hai. Hazrat ali r.a0 . . . .

no likes.

Posted on December, 15 2014 07:48:08 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Kaminun k mafqood aur madoom hone se makhlooq khuda ko rahat aur aaram hasil hota hai. Hazrat ali r.a

no likes.

Posted on December, 15 2014 07:49:22 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Aae logon waqyat e aalam me gaur o fikar karo chasham e baseerat se dekho.in se ibrat ka sabaq hasil karo. Naseehat qabool karo aur akhrat k lye tosha tyar kar lo ta keh wahan saadatmandi hath aae. . .

no likes.

Posted on December, 15 2014 07:52:27 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Dunia me ibrat naak wayat hain. Jin se bemar dilon ko shafa hasil hoti hai magar shart ye hai k dil in ki qabolyat k qabil aur pak ho.

no likes.

Posted on December, 15 2014 07:54:41 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Page 2/2 kanum me sunne ki salhyat ho aur aqleen aisi qabliyat rakhti hon k in ko yad aur mahfooz rakhen

no likes.

Posted on December, 15 2014 07:56:16 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Pas aae momnu! Khuda ta'la se us shakhs ki tarah khof rakho .jo us k khof k mare ibadat me khara rahe.shb bedari se khwab e ghaflat ko door kar de. Aur khuda ki rahmat ki ummed par bhoka pyasa rahe.

no likes.

Posted on December, 15 2014 08:00:15 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Logon ka imaan 2 tarah par hai. Aik wo jis ko dilon me sabti aur istafrar hai aur dosra wo jo k dilon aur senun me kuch mudat k lye mustaar hai

no likes.

Posted on December, 15 2014 08:02:15 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Khuda ta'la se us khashks ki tasah khof rakho jis ka dil khuda ta'la ka kalam sun ka dahk jata hai. Aur gunah karta hai to is tarah ikrar kar leta hai us k azab se kanp kar nek amal karta aur khof khata hai to nek amlun me jaldi karta hai.

no likes.

Posted on December, 15 2014 08:07:55 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Aae Allah k bandu us k azab se darte raho aur apni hamyat ki barai aur jahliyt k fakhar se parhez karo kiun k ye dushmani k bar dan hain aur shatan ki phonkinian hain.

no likes.

Posted on December, 15 2014 08:10:26 AM