Forums > Religion > Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Subject : Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Bhaio ye topic hazart ali k aqawal k lye bana raha hun plz yahan sub hazrat ali k qaoul post karen. Shukria

no likes.

Posted on November, 22 2014 06:50:34 PM


shadabnaqvi2


Age: 31 Male
3999 days old here
Total Posts: 1923
Points : 135

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Insan ka apne Dushman s inteqam ka sb sy acha tariqa ye he k wo apni khubiyon me izafa kre 'Hazrat Ali (a.s)

no likes.

Posted on December, 03 2014 03:23:14 PM

FarhanHassan


Age: 33 Male
4447 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Wo gunah jis ka tumhein ranj ho,
Allah k nazdeeq us nayki se behtar hai
jis se tum main ghuroor paida ho jaye".
( Hazrat ALI a.s )

no likes.

Posted on December, 03 2014 03:23:49 PM

shadabnaqvi2


Age: 31 Male
3999 days old here
Total Posts: 1923
Points : 135

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Kisi ne Hazrat ALI a.s se poocha:
"Dost aur bhai main kya farq hai?"
Aap ne farmaya: "Bhai sona hai aur dost heera hai."
Us aadmi ne kaha:
"Aap ne bhai ko kam qeemat aur dost ko qeemti cheez se kyun tashbeeh di?"
To aap ne farmaya:
"Sone main agar darar aa jaye to us ko pighla kar bilkul pehlay jaisa banaya ja
sakta hai. Jab ke heeray main aik darar aa jai to wo kabhi bhi pehlay jaisa nahi ban sakta.'


no likes.

Posted on December, 03 2014 03:24:49 PM

FarhanHassan


Age: 33 Male
4447 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Ager kisi ka zaraf azmana ho to usko ziada izat do
Wo ala zaraf hoa to ap ko or izat day ga
or kam zaraf hoa to khud ko AALA ZARAF sumjhey ga
( Hazrat ALI a.s )


no likes.

Posted on December, 03 2014 03:25:26 PM

shadabnaqvi2


Age: 31 Male
3999 days old here
Total Posts: 1923
Points : 135

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Hazrat ALI a.s Ka Frman Hy:-
"Bura Dost Aag Ki Manind Hy"
"Agr Jalta Hoga To Apko Jala Dega" "Or Agr Bujha Hoga To Ap K Hath Kale Kr Dega"


no likes.

Posted on December, 03 2014 03:27:23 PM

FarhanHassan


Age: 33 Male
4447 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Aazmaye Hue Ko Azmana
Bewakufi He.
( Hazrat ALI a.s )

Logon Ki
Zaroraton Ka
Tum Se Wabasta
Hona Tum Per
ALLAH Ki
Enyat Hai.

(Imam Hussain a.s)

no likes.

Posted on December, 03 2014 03:29:54 PM

shadabnaqvi2


Age: 31 Male
3999 days old here
Total Posts: 1923
Points : 135

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Hazrat ALI a.s ne eid k din ro ro k bura haal kar liya.Naye kapre na pehne aur sookhi
roti khane lagey. Kisi ne poocha k aaj to EID hai aap ne koi tayyari nahi ki. Aap ne farmaya k
eid to unki hai jinko ALLAH SUBHAN-A-
HU-WA TAALA ne muaf kar dia

no likes.

Posted on December, 03 2014 03:30:34 PM

FarhanHassan


Age: 33 Male
4447 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Hazrat ALI a.s Says
Apne Dushman Ko 1000 Dafa Moqa Do K Wo Tumhara Dost Ban Jaaye
Per Apne Dost Ko 1 Bhi Moqa Na Do K Wo Tumhara Dushman Banay

no likes.

Posted on December, 03 2014 03:31:04 PM

shadabnaqvi2


Age: 31 Male
3999 days old here
Total Posts: 1923
Points : 135

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Jub meri DUA kabol ho tu mein khush hota houn
k is main meri marzi hai aur
Jub kabol na ho tu mein aur khus hota
houn
k ye ALLAh ki marzi hai
( Hazrat ALI a.s )

no likes.

Posted on December, 03 2014 03:32:11 PM

FarhanHassan


Age: 33 Male
4447 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
IKHTIYAR, TAAQAT aur DOULAT
aisi cheezain hain jin k milnay say log
badaltay nahin BAYNAQAB hotay hain ( Hazrat ALI a.s )


no likes.

Posted on December, 03 2014 03:32:48 PM

shadabnaqvi2


Age: 31 Male
3999 days old here
Total Posts: 1923
Points : 135

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Aaqal mandi aisi cheez hai k is se sab
aaib chup jate hain. Badshahun ga gusa maut ka qasid hai.
Hazrat ali r.a

no likes.

Posted on December, 03 2014 03:34:03 PM

FarhanHassan


Age: 33 Male
4447 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Agar tum kisi ko chota dekh rahe ho,
to tum use door se dekh rahe ho,
Ya phir gharoor se dekh rahe ho
( Hazrat ALI a.s )


no likes.

Posted on December, 03 2014 03:34:58 PM

shadabnaqvi2


Age: 31 Male
3999 days old here
Total Posts: 1923
Points : 135

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Ghareeb wo hai jis ka koi dost na ho. [HAZRAT ALI (a.s)


no likes.

Posted on December, 03 2014 03:35:49 PM

FarhanHassan


Age: 33 Male
4447 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
sab se bara gunah wo he jo karne walay ki nazar me chota ho
( Hazrat ALI a.s )


no likes.

Posted on December, 03 2014 03:37:03 PM

shadabnaqvi2


Age: 31 Male
3999 days old here
Total Posts: 1923
Points : 135

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Mujhe Jannat se ziada
Masjid mein bethna Acha Lagta hai
kyunke Jannat mein mera NAFS khush ho ga
jab ke Masjid mein mera RAB khush ho
ga.
Fermaan Hazrat ALI a.s

no likes.

Posted on December, 03 2014 03:38:50 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5043 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Koi mumlikat Kufer ke saath to chal sakti hai magar na insaafi ke saath nahi

( Hazrat ALI R. A)

no likes.

Posted on December, 03 2014 08:24:07 PM

shadabnaqvi2


Age: 31 Male
3999 days old here
Total Posts: 1923
Points : 135

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Main Jannat K Shouq Main ebadat Nahe Kerta,
K Ye Ebadat Nahe Tijarat Hay
Main Dozakh K Khoof Say Ebadat Nahe Kerta,
K ye Ebadat Nahe.Ghulami Hai..
Main Ebadat Sirf Is Liye Kerta hon...
K Mera RuB ebadat K LayeQ Hai...... ( Hazrat ALI a.s )

no likes.

Posted on December, 03 2014 09:20:57 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5043 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Gareeb per ehsan kro kiyun k gareeb hoey mein waqt nahi legta ( Hazrat ALI R. A)

Sab se bari khayanat apni Qaum se Ghaddari hai ( Hazrat ALI R. A)

no likes.

Posted on December, 04 2014 06:17:05 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5043 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Sub se ziyada kamzoor Admi woh hai.. Jo dost ko hasil karne mai nakaam ho. Aur us se bhi ziyada kamzoor woh hai. Jo hath aye dost ko Ganwa dai

no likes.

Posted on December, 05 2014 06:51:47 PM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Ae Allah k bandu khuda ta'la se is shakhs ki tarah khof rakho .jo us ki batun pe yaqeen kar k neak amal karta hai.

no likes.

Posted on December, 06 2014 07:17:53 AM