Forums > Poetry / Ghazal Corner > Mujh Se Itne “Qareeb” Ho Jao
lailagul


Age: 29 Female
4403 days old here
Total Posts: 174
Points : 67

Location:
islamabad, Pakistan

Status : Offline
Subject : Mujh Se Itne “Qareeb” Ho Jao (closed)
Mujh Se Itne “Qareeb” Ho Jao
Udaas Shab Ki “Saleeb” Ho Jao
Meri Baanhon Ko Sonp Do
Sab Kuch Meri Khatir “Ghareeb” Ho Jao
Mujh Mein Utro Mere Lahu Ki Tarhan
Meri Rooh Ke “Raqeeb” Ho Jao
Tum Jo Chu Lo Toh Dard Ghat Jaye
Aao Mere “Tabeeb” Ho Jao
Kuch Na Bolo Magar Kaho Sab Kuch
Aaj Aise “Khateeb” Ho Jao...........!!
(laila gul)



no likes.

Posted on April, 07 2012 11:58:24 PM


rashidfarooqz


Age: 52 Male
4804 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Bechain palon me sukoon hun
Jo had se guzar jaye wo junoon hun
Rishton ka ehasaas hun
Kabhi benaam hun
par fir bhi khaas hun main
Haath uthen to main ibaadat
Jhukti palkon ki main haya
Alhad atkheliyan aur shararat
Kaise koi mujhe kare bayaan

no likes.

Posted on September, 09 2012 11:17:15 AM

saim14399


Age: 31 Male
4458 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Heraan Hoon Kay Muddat-e-Qaleel
Main Mohsin,
Wo Shakhas Meri Souch Say Zayada
Badal Gaya..

no likes.

Posted on September, 10 2012 12:42:47 AM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4256 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
saim tum to google banty ja rhy ho
poetry ka google

no likes.

Posted on September, 10 2012 03:16:45 AM

saim14399


Age: 31 Male
4458 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Ye Apni Tark-E-Mohabbat Bhi Kya
Mohabbat Hai,
Jinhe Bhulaate Hain Vo Yaad Aaye
Jaate Hain..

no likes.

Posted on September, 10 2012 07:18:34 AM

Omer87


Age: 36 Male
4798 days old here
Total Posts: 13522
Points : 298

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Manzil bhi us ki thi,Rasta bhi us ka tha
Ik mein akela tha,Kafila bhi us ka tha
Sath sath chalny ki soch bhi us ki the,
Phir rasta badalny ka faisla bhi us ka tha

Aaj ku akela hoon,Dil sawal karta hai
Log to us k thy,Kia khuda bhi us ka tha...........!!!!


no likes.

Posted on September, 10 2012 10:39:43 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4804 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Mere wajod ki mujh mi talash chor gaya
jo pori na ho kabi aisi as chor gaya
Yehi karam Nawazii hai uske mujh pe kam ha kia
k khud to dor hai Yadain to pas chor gaya
Jo khawahishen thi kabi Hasraton mi dal gai ab
Mere labon pe vo ek lafaz kash chor gaya
Yi mera zarf hai ik roz us ne mujh si kaha
k aam logon mein ek tujh ko hi khas chor gaya
BAHARON si is liye mujhe nafarat hai WASIF
inhi ruton mi mujhe vo shaks udas chor gaya

no likes.

Posted on September, 10 2012 11:20:26 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4256 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
achy hen ya bury hen khud apny liey hen,
ham khud ko nahi dekhty oron ki nazr se

no likes.

Posted on September, 11 2012 12:27:33 AM

saim14399


Age: 31 Male
4458 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Sab Khasaaro’n ko Jama Kar Kay Ye
Haasil Niklaa,
Dil-e-Nadaa’n Ki Koi Baat na Maani
Jaaye……!!

no likes.

Posted on September, 11 2012 12:35:42 AM

saim14399


Age: 31 Male
4458 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Wo Ek Mouka To Mujhko Dei Baat
Karne Ka Yaaron,
To Unhe Bhi Rula Dunga, Unhi Ke Sitam
Suna Suna Kar..

no likes.

Posted on September, 11 2012 12:36:43 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4804 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Jo khushi tumhare qarib ho
Wo tumko sda nasib ho
Tujhe wo khaloos mile jo
Meri zindagi per moohit ho
Jo meyar tujhko psand ho
Jo tumhare dil ki umang ho
Teri zindagi jo talab kre
Tere hamsafar k wo rung ho
Jo khyal dil mai aseer ho
Aur dua mai b taseer ho
Tere hath uthte hain,khuda kre
Tere samne taabir ho
Tujhe wo jahan mile jidhar
Ghamou ka kbhi guzar na ho
Jidhar roshni ho khaloos ki
Aur nafratou ko khbar naho.

no likes.

Posted on September, 11 2012 12:37:53 AM

saim14399


Age: 31 Male
4458 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Toota ho ek bar magar faisla ye hy
os intiha pay bar digar jana hy muje

no likes.

Posted on September, 11 2012 12:42:54 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4804 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Na Tujh ko chorr sktay hain
Tery ho b nhi sktay
Ye kesi Bebasi hai k
Hum Ro b nhi sktay
Ye kesa Dard hai jo Pal Pal Hmain
Tarrpaye rkhta hai
TUMHARI YAAD
Ati hai to phir so b nhi sktay
Chupa sktay hain aur na Hum dikha sktay hain Logon ko
Kuch aise Dagh hain dil pr jo Hum dho b nhi sktay
Kaha tha chorr dain ge ye Nagar phir ruk gaye lakin!
Tumhain paa too nahi sakty magar kho b nhi sakty


no likes.

Posted on September, 11 2012 12:44:38 AM

saim14399


Age: 31 Male
4458 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
phala phool rahay hain ya rab chaman
meri umeedon ka
jgr ka hoon day day kar ya bootay
main na paalay hain

no likes.

Posted on September, 11 2012 12:50:42 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4804 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Udas kiyon dil hy ye barishon ka musam hy,
ankh kiyon purnam hy ye barishon ka musm hy,
honton ki sargoshian chand kahien sun na le
sanson ko mehakny do barishon ka musm hy
hathon ki mehndi ko dhona mat barish mien
naam hmara mehakny do barishon ka musam hy
shaal tm orho nhn, chatri mien kholon nhn
kaisi kurbartien hn ye or barishon ka musam hy
abr sara jal thal hy pr tm jo mere pass nhn
honton ki ye tashnagi or barishon ka musam hy

no likes.

Posted on September, 11 2012 12:52:38 AM

saim14399


Age: 31 Male
4458 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
hm

no likes.

Posted on September, 11 2012 12:56:52 AM

saim14399


Age: 31 Male
4458 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Os ki khahish hy ke angan may utary
soraj bhol betha hy ke khud mom ka ghar
rakhta hy

no likes.

Posted on September, 11 2012 12:58:19 AM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4256 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
hmmm

no likes.

Posted on September, 11 2012 06:02:43 AM

urduk


Age: 36 Male
4245 days old here
Total Posts: 71
Points : 35

Location:
Gujranwala, Pakistan

Status : Offline
Thehri thehri si tabiyat mein rawani aayee
aaj phir yaad mohabbat ki kahani aayee

aaj phir neend ko aankho'n se bitcharty dekha
aaj phir yaad koi chaut purani aayee

muddato'n baad chala unn pe hamara jadu
muddato'n baad hamein baat banani aayee

muddato'n baad pashemaa'n huwa dariya hum per
muddato'n baad hamain pyaas chhupani aayee

muddato'n baad khuli wus'at e sehra hum per
muddato'n baad hamain khaak urrhani aayee

muddato'n baad muyassar huwa maa'n ka aanchal
muddato'n baad hamain neend suhani aayee

itni aasani se milti nahee'n funn ki daulat
dhal gayee umr to ghazlo'n pe jawani aayee

no likes.

Posted on September, 11 2012 05:19:59 PM

urduk


Age: 36 Male
4245 days old here
Total Posts: 71
Points : 35

Location:
Gujranwala, Pakistan

Status : Offline
Thehri thehri si tabiyat mein rawani aayee
aaj phir yaad mohabbat ki kahani aayee

aaj phir neend ko aankho'n se bitcharty dekha
aaj phir yaad koi chaut purani aayee

muddato'n baad chala unn pe hamara jadu
muddato'n baad hamein baat banani aayee

muddato'n baad pashemaa'n huwa dariya hum per
muddato'n baad hamain pyaas chhupani aayee

muddato'n baad khuli wus'at e sehra hum per
muddato'n baad hamain khaak urrhani aayee

muddato'n baad muyassar huwa maa'n ka aanchal
muddato'n baad hamain neend suhani aayee

itni aasani se milti nahee'n funn ki daulat
dhal gayee umr to ghazlo'n pe jawani aayee

no likes.

Posted on September, 11 2012 05:21:58 PM

urduk


Age: 36 Male
4245 days old here
Total Posts: 71
Points : 35

Location:
Gujranwala, Pakistan

Status : Offline
Barish Ki Barasti Boondon Ne Jab Dastak Di Darwaze Par ~
Mehsus Hua Tum Aaye Ho, Andaaz Tumhare Jesa Tha ~

Hawa K Halke Jhonke Ki Jb Aahat Payee Khirki Par~
Mehsus Hua Tum Guzre Ho, Ehsaas Tumhare Jesa Tha ~

Mein Ne Girti Boondon Ko Rokna Chaha Haathon Par ~
Aik Sard Sa Phir Ehsaas Howa, Wo Lams Tumhare Jesa Tha ~

Tanha Main Chali Phir Barish Me, Tab Ek Jhonke Ne Saath Diya ~
Main Samjhi Tum Ho Saath Mere, Wo Saath Tumhare Jesa Tha ~

Phir Ruk Gai Wo Barish Bhi Rahi Na Baqi Ahat Bhi ~
Main Samjh Mujhe Tum Chorr Gaye, Andaz Tumhare Jesa Tha~

Jisko jitni zarort pari meri....
Usko utni muhabbat rahi mujh say

no likes.

Posted on September, 11 2012 05:25:43 PM