rashidfarooqz
Age: 52
4802 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17
Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan
Status : Offline |
Main sun k uski sub batain, Faqat itna hi kehta tha, Khafa hona mana laina, Yeh sadiyon say riwayat hay, Gilay shikway karo mujh say, Tumhain janan ijazat hay, Magar ik baat meri bhi, Tum yaad rakh laina, Kabhi aisa bhi hota hay, Hawa’ain rukh badalti hain, Khata’ain ho hi jati hain, Khafa hona bhi mumkin hay, Khata hona bhi mumkin hay, Hamaisha yaad rakhna tum, Ta’aluq toot janay say, Kabhi toota nahin kertay
no likes.
|