Forums > Poetry / Ghazal Corner > GHAZALS COLLECTION BY ABDUL BASIT
BeHappy


Age: 29 Male
4403 days old here
Total Posts: 3249
Points : 89

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Subject : GHAZALS COLLECTION BY ABDUL BASIT (closed)
Labon pe phool khiltay hain kisi ke naam se pahle
dilon ke deep jalte hain charagh-eshaam se pahle
kabhi manzar badalne par bhi qissa chal nahin pata
kahani khatam hoti hai kabhi anjaam se pahle
yahi taare tumhaari aankh ki chilman mein rehte the
yahi sooraj nikalta thaa tumhare baam se pahle
hui hai shaam jungle main parinde laut.te honge
ab in ko kis tarah rokain nawaah-e-daam se pahle
ya saare rang murdaa the tumhaari shakl banne tak
ya saare harf muhmal the tumhaare naam se pahle
huaa hai wo agar munsif tou Amjad ihtiyataN ham
sazaa tasleem karte hain kisi ilzam se pahle



no likes.

Posted on April, 06 2012 09:36:02 PM


saim14399


Age: 31 Male
4457 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
nikalna hda sa aadam suntay aaya
hain laikin
bohat bay aabrooo ho kar teray
koochay sa hm niklay

no likes.

Posted on September, 11 2012 12:48:17 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4803 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
teri nigaaah agar meharbaan ho jaye
main jiss zameen pe hoon wo aasmaan ho jaye
agar hai ab bhi tum,hen shak meri wafaon per
to phir ik baar mera imtehaan ho jaye
khuda se ye dua karta hoon har namaaz k baad
tamaam mulk main amno amaan ho jaye agar meharbaan ho jaye
main jiss zameen pe hoon wo aasmaan ho jaye
agar hai ab bhi tum,hen shak meri wafaon per
to phir ik baar mera imtehaan ho jaye
khuda se ye dua karta hoon har namaaz k baad
tamaam mulk main amno amaan ho jaye

no likes.

Posted on September, 11 2012 12:49:12 AM

saim14399


Age: 31 Male
4457 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Es ke bagher aj bohat ji udas hy
Jalib chalo kahe sy osy dhond lay hum

no likes.

Posted on September, 11 2012 01:00:35 AM

saim14399


Age: 31 Male
4457 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Aj phr sham judai sa hy manzar samny
Aj phir os sy kaho ay, Masehay kary

no likes.

Posted on September, 11 2012 01:01:23 AM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4255 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
hmnmmmmm

no likes.

Posted on September, 11 2012 01:11:23 AM

saim14399


Age: 31 Male
4457 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Muje ye dar hai teri arzu na mit jae,
Bahot dinon se tabyat meri udas
nahin.

no likes.

Posted on September, 11 2012 01:29:16 AM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4255 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
yar khush khush rha kro
udas log hamen achy nahi lgty

no likes.

Posted on September, 11 2012 05:30:28 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4803 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Teri Ulfat Ke Aadi Hain Ham
Is Lye Tou Sharaabi Hain Hum

Dil Ke Ander Ameeri Hai Per
Dono Haathon Se Khaali Hain Hum

Hum Se Chehra Chhupao Nahe
Humsafar Tere Saathi Hain Hum

Aaj Tak Kuch Bhee Maanga Nahee
Sirf Tere Sawaali Hain Hum

TU Karay Jo Karay Wo Kabool
Zindagi Tujh Se Raazi Hain Hum

no likes.

Posted on September, 11 2012 06:37:14 PM

jahan


Age: 29 Male
4640 days old here
Total Posts: 908
Points : 140

Location:
hasanabdal, Pakistan

Status : Offline
achi collections han sare

no likes.

Posted on September, 11 2012 06:57:51 PM

juntalman


Age: 34 Male
4487 days old here
Total Posts: 1607
Points : 97

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
yahan tu logoon ko yeh bhee nai pata kay topic kia ha or wo post kia ker rehe hayn

no likes.

Posted on September, 11 2012 08:56:02 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4803 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
juntalman said:

yahan tu logoon ko yeh bhee nai pata kay topic kia ha or wo post kia ker rehe hayn


Dear juntalman

sab ko patta hai k ye Ghazals ka topic hai

no likes.

Posted on September, 11 2012 09:16:19 PM

2646


Age: 33 Male
4566 days old here
Total Posts: 132
Points : 68

Location:
Gujranwala, Pakistan

Status : Offline
Awesome

no likes.

Posted on September, 11 2012 09:29:34 PM

mukaram1128


Age: 35 Male
4721 days old here
Total Posts: 242
Points : 101

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
ooo hooo nice collection

no likes.

Posted on September, 12 2012 12:30:59 AM

saim14399


Age: 31 Male
4457 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Phool to phool hain kanton mein bhi
khushubu jaage,
Tum kabhi apne khayalaat badal kar
dekho.

no likes.

Posted on September, 12 2012 06:54:02 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4803 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Hans Hans Ke Zindagi Ki Dua De Gaya Mujhe
Wo Shaks Bhee Ajeeb Saza De Gaya Mujhe

Sookhay Howay SHajar Ki Barhana Si SHaakh Par
Do PanchioN ka Raqs Maza De Gaya Mujhe

Dam Ghut Raha Tha Zehen Ki Jalti FizaaoN Mein
Jhonka Tere Nafs Ka Hawa De Gaya Mujhe

Lamhon Ke Is Hajoom Mein Maqtal Ke Morr Par
Mein Sochta Hun Kon Sada De Gaya Mujhe

Mein Jaagtay DinoN Mein CHupaata Kahan Badan
Wo BHeegti ShaboN Ki Ridaa De Gaya Mujhe

Ik Barg-e-Zard Khusk Si Tehni Se Toot Kar
Awaara ManziloN Ka Pata De Gaya Mujhe

Mere Badan Pe Kitna Puraana Libaas Tha
Tera Mizaaj Rang Naya De Gaya Mujhe

no likes.

Posted on September, 12 2012 07:24:28 PM

saim14399


Age: 31 Male
4457 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Saqi tujhe ik thori si takleef to ho gi,
Saghar ko zara tham me kuch soch
raha hon.

no likes.

Posted on September, 12 2012 07:43:00 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4803 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Os Ne Gulaab Chooh Ke Jo Dekha Meri Taraf
Aisa Laga GUlaab Ka Mosam Thehar Gaya

Soye Tou Shab Ke Qaafilay Aankhon Mein Chal Paray
Jaagay Tou Jaisay Khwaab Ka Mausam Thehar Gaya

Pal Bhar Mere Sawaal Ka Mausam Nahee Raha
Laikin Tere Jawaab Ka Mausam Thehar Gaya

Os Ne Kaha Aankh Mein Gubaar Ka Mosam Kiun
Mein Ne Kaha Azaab Ka Mosam Thehar Gaya

Sehraa Mein Wo Saraab Ki Soorat Mila
Phir Yun Howa Saraab Ka Mausam Thehar Gaya

no likes.

Posted on September, 12 2012 09:55:52 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4255 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
very good g
ham to bas parh k hi khush hoty rehty hen ji

no likes.

Posted on September, 12 2012 11:39:20 PM

saim14399


Age: 31 Male
4457 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Amal ki sookhti rag mein zara sa
khoon shamil kar,
Mere humdum faqt bateen bana kar
kch nahi milta!

no likes.

Posted on September, 13 2012 09:44:55 AM

saim14399


Age: 31 Male
4457 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
W0 Humein BH00L GYA T0 K0I BAT
NAHI ..!
Aj W0 WaQt Hai K L0g0 K0 KHUDA Bhi
YaaD Nahi..!

no likes.

Posted on September, 13 2012 09:45:42 AM