rashidfarooqz
Age: 52
4797 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17
Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan
Status : Offline |
Wo sunta to main kehta,mujhe kuch aur kehna tha wo pal bhar ko jo ruk jata,mujhe kuch aur kehna thakamai zindagi bhar ki,usi k naam to kar di mujhe kuch aur karna tha,mujhe kuch aur kehna tha kahan us ne suni meri,suni b un-suni kar di usay maloom tha itna,mujhe kuch aur kehna tha meray dil main jo dar aya,koi mujh main b dar aya waheen ik rabta toota,mujhe kuch aur kehna tha rawan tha piyar NUS NUS main,bohat qurbat thi apis main usay kuch aur sun-ana tha,mujhe kuch aur kehna tha ghalat fehmi ne baton ko barha dala younhi warna kaha kuch tha,wo kuch samjha,mujhe kuch aur kehna tha
no likes.
|