Forums > Poetry / Ghazal Corner > GHAZALS COLLECTION BY ABDUL BASIT
BeHappy


Age: 29 Male
4404 days old here
Total Posts: 3249
Points : 89

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Subject : GHAZALS COLLECTION BY ABDUL BASIT (closed)
Labon pe phool khiltay hain kisi ke naam se pahle
dilon ke deep jalte hain charagh-eshaam se pahle
kabhi manzar badalne par bhi qissa chal nahin pata
kahani khatam hoti hai kabhi anjaam se pahle
yahi taare tumhaari aankh ki chilman mein rehte the
yahi sooraj nikalta thaa tumhare baam se pahle
hui hai shaam jungle main parinde laut.te honge
ab in ko kis tarah rokain nawaah-e-daam se pahle
ya saare rang murdaa the tumhaari shakl banne tak
ya saare harf muhmal the tumhaare naam se pahle
huaa hai wo agar munsif tou Amjad ihtiyataN ham
sazaa tasleem karte hain kisi ilzam se pahle



no likes.

Posted on April, 06 2012 09:36:02 PM


BeHappy


Age: 29 Male
4404 days old here
Total Posts: 3249
Points : 89

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Bohat Takleef Deta Hai
Kisi Ko Alvida Kehna
Dikhai Kuch Nhi Deta
Sunai Kuch Nhi Deta
Faqt Kuch Kapkapatay Lafz
Jo Honton Per Thehar Jayen
Ubherti Doobti Dharkanein
Usay Aawaz Deti Hain
Koi Apna K Jiska Naam
Apnay Dil Pay Likha Ho
K Jis K Wastay Dil Se
Duaein He Nikalti Hon
Bohat Takleef Deta Hai
Usi Ko Alvida Kehna
Jisay Dil Mein Basaya Ho
Baray He Maan Se Jisko
Kabhi Apna Bnaya Ho
Bohat Takleef Deta Hai
Usi Ko Alvida Kehna......

no likes.

Posted on October, 13 2012 06:30:32 PM

BeHappy


Age: 29 Male
4404 days old here
Total Posts: 3249
Points : 89

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Kisi Or Simth Chala Hua Meri Khuahisho Ka Ye Qafila
Karun Wapsi B To Kis Tarha Har Raasta He Dhuwan Dhuwan
Mujhe Aaj Tak Na Pata Chala Meri Zindgi Ka Qasoor Kia?
Mujhe Hosh He Na Khyal He Na Skun He Na Qarar He
Mujhe Izterab Me Daal Kar Meri Chahaton Ka Dia Sila
Mujhe Aaj Tk Na Pata Chala Meri Zndagi Ka Qasur Kia?
Mai Yun To Sb K Qarib Hun KoiGham Mile To Ajib Hun
Kabhi Muskra K Mai Taal Dun Kbi Khub Ro K Krun Gila
Mujhe Aaj Tak Na Pata Chala Meri Zndgi Ka Qasur Kia
Koi Aake Mjhko Sanwar Gay Meri Rooh Tak Me Utar Gay
Mujhe Apna Aap Bna K B MeraZarra Zara Jala Dia
Mujhe Aaj Tak Na Pata Chala Meri Zndagi Ka Qasur Kia
Koi He Jo Mujhko Hansaty HenKoi Phr Se Mujko Rulaty Hen
Mai Jo Door Jati Hun To Whi Muje Apne Pas Bulaty Hen
Mere Hm Qadam Koi Hen To Phr Meri Zaat Q He Khafa Khafa
Mjhe Aaj Tak Na Pata Chala Meri Zindgi Ka Qasur Kia?
Khuahish Me Jinki Fana Huy Whi Log Hmse Khafa Huy
Hr Ik K Waasty Mit K Bhi AARAASH Q Na Mili Wafa
Muje Aj Tak Na Pta Chala Meri Zndagi Ka Qasur Kia

no likes.

Posted on October, 13 2012 06:47:42 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4804 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Jala k tu bhi Agar aasra Na de Mujko,
Yeh khauf hai k HaWa phir bujha Na de Mujko

Main is khayal Se mur mur k Dekhta hon usy,
Bichar k woh bhi Kahein phir sada Na de Mujko.

Bas is khayal se Shab bhar main So nahi sakti,
K Khauf-e-Khwab-e-Guzishta Jaga na de Mujhko.

Terey Baghair Teri tarhan Main zinda rahon,
Yeh haosLa bhi Dua kar!khuda Na de Mujhko.

Main is liye bhi Usey khud Manaon ga ,
Ke Mujhse Rothny Wala, Bhula na de MuJh ko

no likes.

Posted on October, 13 2012 07:06:38 PM

saim14399


Age: 31 Male
4458 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Mere jazbat se waqif he maira qalm.
FARAZ
Main pyar likhun to tera nam likha jata
he.

no likes.

Posted on October, 14 2012 09:40:05 AM

Lioness


Age: 31 Female
4220 days old here
Total Posts: 607
Points : 142

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
Miley auron se fursat to zara dil se puch lena....

Kia humara rishta yehi hai fursaton mein yaad karna....

no likes.

Posted on October, 14 2012 10:52:11 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4804 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
sooraj bhi banda ho ga dekho meray baazoon main
is chaand ko bhi rakhna sooraj k taraazo main

ab hum sa sharafat ki umeed na kar dena
paani nahi mil sakta tapti huii haalo main

tareek samandr kay seenay main gohar dhoond o
jgno bhi chamaktay hain barsaat k aanso main

sab dbr o haram chootay dil daar sanam chootay
hm aahi gaya duniya agr tera jaado main

huabeeda gulaaboon par ya oos bichi kaisay
ahsaas chamakta hai asloob ki hooshboo main

no likes.

Posted on October, 14 2012 03:45:18 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4804 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
aaron ki chalmanoon say koi jhaankta bhi ho
is kaainaat main muntazir koi naya bhi ho

itni siaah raat main kis ko sadayain dn
aisa charaagh day jo kabhi bolta bhi ho

darwaish koi aaya to aaram sa rhay
ghar bhi tera faqeer ka itna bra to ho

saaray pahaar kaat kay milnay aaon ga
haan main intazaar ka darbaar ka bhi hoon

rangoon ki kia bahaar hai pathar main
laikin meri zameen ka aik hisa hara bhi ho

no likes.

Posted on October, 15 2012 11:20:43 AM

bawa125


Age: 33 Male
4236 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
kabhi socha hi nahin apni zaat key mutallik
kaash soch letey to aaj hum tunha na hotey

no likes.

Posted on October, 16 2012 11:55:10 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4804 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
taaron ki chalmanoon say koi jhaankta bhi ho
is kaainaat main muntazir koi naya bhi ho

itni siaah raat main kis ko sadayain dn
aisa charaagh day jo kabhi bolta bhi ho

darwaish koi aaya to aaram sa rhay
ghar bhi tera faqeer ka itna bra to ho

saaray pahaar kaat kay milnay aaon ga
haan main intazaar ka darbaar ka bhi hoon

rangoon ki kia bahaar hai pathar main
laikin meri zameen ka aik hisa hara bhi ho

no likes.

Posted on October, 16 2012 06:11:48 PM

bawa125


Age: 33 Male
4236 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jamaal-e-Yaar Ko Dekhon Kamaal-e-Yaar Se Pehle........
Main Khushbu Ki Tarha Mehkon Khayaal-e-Yaar Se Pehle

Karishmen Husn K Sooraj Sitare Phool Zahir Hain......
Magar Main Kis Taraf Dekhon Misaal-e-Yaar Se Pehle

Duaon Main Meri Yon To Bohat Taseer Hai Lekin....
Khuda Se Aur Kia Mangon Sawaal-e-Yaar Se Pehle

Hai Aadat Door Rehne Ki Agar Wo Saamne Aaye.......
Main Shaam-e-Zindagi Chahon Wisaal-e-Yaar Se Pehle

no likes.

Posted on October, 17 2012 11:37:34 AM

bawa125


Age: 33 Male
4236 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Ye Ulfaten b ajeeb hen, Ye Chahten b ajeeb hen
Kbi Mil k b na Pas hain Kbi pas ho k b na mil saky...!!

no likes.

Posted on October, 17 2012 11:40:19 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4804 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
dhoop khatioon ma utr kar zafraani ho gayee
sarmay ashjaar ki poshaak dhaani ho gayee

jaisay jaisay umr bhigi sado poshaaki gayee
soot peela, shart niili , taayee dhaani ho gayee

is ki ardo main ab bhi maghrabhi lahjaa mila
kaalay baalon ki rangat zaafaraani ho gayee

saanp k bosay ma kaisa pyaar tha k faatahaa
phr phraa kr ek sadaaya aasmaani ho gayee

narm tahni dhund ki yalghaar ko sahti hui
shaah ki baghoon ma aakar jaadwaani ho gaye

no likes.

Posted on October, 17 2012 06:20:12 PM

bawa125


Age: 33 Male
4236 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
ZINDAGI KO BADALNE MEN WAQT
NAHI LAGTA........
WAQT KO BADALNE ME ZINDAGI
LAG JATI HAI..........
ISLIYE AAP SAB SE GUZARISH HAI
KE APNE AMA,AL KO SAMBHAL KAR
RAKHE ZINDAGI KHUSHGAWAR
RAHEGI..........!!!

no likes.

Posted on October, 18 2012 01:00:47 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4804 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Meray sabar ka imtihan na lay
meri khamishi ko saza na day

jo tery baghair na jee sakay
usay jeenay ki dua na day

tu aziz dil-o-nazar se hai
tu qareeb rag-o-jaan se hai

mery jism-o-jaan ka ye faasla
kahin waqat aur barha na day

tujhay bhool k na bhula sakon
tujhay chah k bhi na paa sakon

meri hasraton ko shumar kar
meri chahaton ka sila na day

tujhay kabhi milain agar fursatain
meri shaam phir se sanwar day

jo qatal karna hai qatal kar
yun judaiooon ki saza na day…

no likes.

Posted on October, 18 2012 06:35:24 PM

BeHappy


Age: 29 Male
4404 days old here
Total Posts: 3249
Points : 89

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Zara Sa Muskura Dena Tum Ab Ke EID Se Pehle...!<
'*'
Zara Sa Muskura Dena Tum Ab Ke EID Se PehleTum Ab Ke EID Se Pehle...!<
'*'
Kitaabon Mein Saja Lena Zara Phoolon Ko...!<
'*'
Hawaaon Ko Saza Dena Tum Ab Ke EID Se Pehle...!<
'*'
Mere Sab Shair Sab Nazmein Kisi Ko Ab Sunana Mat...!<
'*'
Mere Sab Khatt Jala Dena Tum Ab Ke EID Se Pehle...!<
'*'
Hazaron Meel Ki Doori Sahi ParLot Aaon Ga...!<
'*'
Mujhe Dil Se Sada Dena Tum Ab Ke EID Se Pehle...!<
'*'
Agar Milna Na§Mumkin Ho Hamara Or Tumhara Ab...!<
'*'
To Kuch Aansu Baha Dena Tum Ab Ke EID Se Pehle....!<
'*'

no likes.

Posted on October, 25 2012 12:29:49 PM

BeHappy


Age: 29 Male
4404 days old here
Total Posts: 3249
Points : 89

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Usey kehna K Lout Aao suna he Eid Aai he...!<

Ek baar to Aa K mil jaao suna he Eid Aai he...!<

Usey kehna K bin tere bohat Eiden Guzari hen...!<

is baar to milne Aa jaao suna he Eid Aai he...!<

Usey kehna judai se Muhabat kam nahi hoti...!<

Ye dunya ko batla jaao k suna heEid Aai he...!<

Usey kehna K chahat ka Bharam na totne dena...!<

Tum pal do pal hi Aa jao suna he Eid Aai he...!<

Usey kehna K tanha he koi Eid K din Bi...!<

Ye tanhai mita jao suna he Eid Aaiha...!<


no likes.

Posted on October, 25 2012 12:39:37 PM

BeHappy


Age: 29 Male
4404 days old here
Total Posts: 3249
Points : 89

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Is EID Pe Lout K Aajana.
Kuch .yaadain.Taza Karni Hain,
Kuch Lamhey Morh K Laney Hain.
Kuch Tarey Tor K Laney Hain.
woh Massti Aur Madhoshi.
woh Bachpan Morh k Laana Hai.
Iss EID Pe Lout K Aajana.
Ab DiL Ko DiL Ki Dharkan Se,
Phir EID Mubrak Kehna Hai,
Ab Saath Boht Din Rehna Hai,
Iss EID Pe Lout K Aajana.
Is EID Pe Lout K Aajana.

no likes.

Posted on October, 25 2012 12:50:02 PM

BeHappy


Age: 29 Male
4404 days old here
Total Posts: 3249
Points : 89

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Is EID Pe Lout K Aajana.
Kuch .yaadain.Taza Karni Hain,
Kuch Lamhey Morh K Laney Hain.
Kuch Tarey Tor K Laney Hain.
woh Massti Aur Madhoshi.
woh Bachpan Morh k Laana Hai.
Iss EID Pe Lout K Aajana.
Ab DiL Ko DiL Ki Dharkan Se,
Phir EID Mubrak Kehna Hai,
Ab Saath Boht Din Rehna Hai,
Iss EID Pe Lout K Aajana.
Is EID Pe Lout K Aajana.

no likes.

Posted on October, 25 2012 12:51:07 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4804 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Suraj shama sari rat jalo
subha lekin misal guncha hanso

Chand ka dagh dekhny walon
apny daman ke dagh bhi dekho

Chahe aknho ki roshni ly lo
ansowo,ajj raat bhar chamko

Aoo ek dosry ka gham banten
kuch hamri suno kuch apni kaho

Kon jany kaha bichard jai
rah tareek hy qareeb raho

Ye zameen mudaton ki piayasi hy
ansowo dil par toot kar barso

Waqt so munsafo ka munsaf hy
waqt aye ga intaizar karo

Chasm mangy hy aj dil ka laho
Badar sahab ka koi shair pardho

no likes.

Posted on October, 25 2012 03:24:39 PM

muhammadmujahid


Age: 31 Male
4202 days old here
Total Posts: 98
Points : 69

Location:
sargodha, Pakistan

Status : Offline

Ek Din Guriya mujhe Se Boli

Kya Wo Tum Ho?

Jo Mere Kano Se Lag kar

Apni gazlain

Apni Nazmain

Keh Jata Hai

Phir Main Bola!

Han Main Wohi HooN,

Phir Wo Boli!

Bohat Buray Ho,

Bohat Buray Ho.

Neend Ura Kar So jate Ho. . .!

no likes.

Posted on October, 25 2012 08:15:30 PM