Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Anjana Musafir

Betha tha neem ki chaaoun main ek shaam Ek pari aayee aur kaha kay aarzoo kiya hai Kaha kay aankh num hai dil jall raha hai Bas! ek meethi si khushbo-e-Hina hai Kehti hai `MUSAFIR` yeh khushbo kiya hai Kaha kay pagli! sirf ek khayal hai bas Masoom lafzoon main chupi ek tasveer ayaan hai Poochti hai Musafir! yeh jadoo kiya hai Kaha kay Har Nazar na aanay waali cheez jadoo hai Masoom! poochti hai tumhain aakhir justujoo kiya hai Kaha kay usay pana mayri khwahish nahin, Usay mehsoos karna mayri justujoo hai Ab tum bhi lout jaao pari Sooraj bhi ghar ko chal diya hai…

569 chars (4 sms)
(Not Rated Yet)
 

Hottest SMS Messages this week

Karachi''s Girls.

Yaadeein Teri Rakh Di

Badla jo Waqt

agar tumhein

Pyar kisi se jo karoge

larka larki molvi k

u know why God

Aik aik kar k,dubtay ja

u start wearing Earing

without love days are

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook