Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Qatil

Mere Qatil Ko Pukaro Kay Main Zinda Hoon Abhi Phir Say Maqtal Ko Sanwaro Kay Main Zinda Hoon Abhi Yeh Shab-e-Hijar To Sathi Hai Meri Barsoon Say Jayo So Jayo Sitaro Kay Main Zinda Hoon Abhi Yeh Praishan Say Gaisu Daikhay Nahi Jatay Apni Zulfun Ko Sanwaro Kay Main Zinda Hoon Abhi Lakh Moujoun Main Ghira Hun, Abi Dooba Tow Nahi Mujh Ko Sahil Say Pukaro Kay Main Zinda Hoon Abhi Qabr Say Aaj Bhi ‘Mohsin’ Ki Aati Hai Sada Tum Kahan Ho Meray Yaroo Kay Main Zinda Hoon Abhi

474 chars (3 sms)
(Not Rated Yet)
 

Hottest SMS Messages this week

Woh Kon sa tree

I can sizzle like bacon

4___4___4___4 = 20

Ham Ali ke Deewane

4___4___4___4 = 20

Qustions:

... T R U T H ...

U say "Run" i ask"How Far"

Sirf Pet K Dard Pe

HAI YEA ISHQ ITNA RULATA

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook