Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Momin ki har sada ko

Momin ki har sada ko taira intezar hay
eman ki baqa ko taira intezar hy
phr sajda e hussain ki hayat hay deen ko
aa ja ka la ilha ko taira intezar hy
parda hata k daikh mairey daur k hussain
haan aab bhi karbala ko taira intezar hy
Baichain zulfiqar hy beetab murtajis
Abbas e bawafa ko taira intezar hy
Tu hi suna sakay ga sahi maqtal e hussain
Har majlis e azza ko taira intezar hy

392 chars (3 sms)
(Not Rated Yet)
 

Hottest SMS Messages this week

Chala Ja Msg Tu Ban K Gulab,

Wo Samne Aye To Nazron

Ye Manzlen Ye Raste

Fill in the blanks

muhabbat he

Aaj Kuch Maangna

chahat main

Mai Shayar Nahi Jo

jab Aglay Saal Yahi Waqt Aar..

Be''-sharm Be-haya Be-waqoof..

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook